Tumhe Dekh Kar Aisa Lagta
Tumhe Dekh Kar Aisa Lagta Hai Ki Insaan Pahle Bandar Tha! Dekho Ghussa mat Hona Warana Aisa Lagta Hai Ki Insaan Aaj Bhi Bandar hai
by Mazhar Khan (few years ago!) / 891 views
Similar Jokes
Mama ne nayi swift car li,
Swift car k peche likhwaya
"Saawan Ko Aane Do"
Peche se truck ne thok diya,
Truck par likha tha
"aaya saawan jhoom ke"
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan pehle roze ko masjid me naat parhne
gyasub logo ne usy boht mara!
Kyun? Kyun k pehle hi roze me naat prh raha tha
“Alvidah Alvidah mahe Ramzan”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pappu nhi sudhrega ...........
Pappu : Mumy papa na nokrani k
saath. . .
Mom ( bat ko bich me hi kat'te huye) : Bus beta tmharay papa aaye to unke saamnay mujhay batana. . . me aaj dekh lungi unhay. . .
Sham ko jab pappu k papa aaye?!!!
Mom: Haan beta aap subha kya keh rhay thay?
Pappu:
Wo na papa nokrani k sath wohi kr rahay thay jo baju walay uncle aap k saath kartay hain :D :-P
by Pak101.com (few years ago!)
Ek naye teacher ne ek bachche se poocha, is pakshi ke pair
dekho aur iska naam batao.
Bachche ne kaha, pata nahin.
Teacher ne kaha, Tum fail ho
gaye,batao tumhara naam batao.
Bachche ne kaha Mere pair dekho aur naam batao
by Pak101.com (few years ago!)
“I MISS YOU”
.
.
.
.
.
soch soch ker pathan ne reply kia,
.
.
.
.
.
” I MR YOU “
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Why student fail "CA Exam"?
Because
Question: 1 Over mai kitni Balls phainki jati hain
Student: Six
.
Examiner: You are Fail, Because ek over mai 1 hi ball 6 bar phainki jati hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
The best shair written on A rickshaw!
Ferrari ka Baap, Nissan ka Nana…
Yeh rickshaw chala raha hai pathan deewana
by Pak101.com (few years ago!)
Professor khaali plate mein roti dubo kr kha rha tha…..
.
.
.
.
.
Waiter: aap ye kia kr rhe ho??
.
.
.
.
.
.
Prof: Hum maths teacher hain,
humne daal suppose ki hui hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 ullu ped par ulte tange the
.
.
.
.
acchanak unme se 1 sidha khada ho jata hai
.
.
.
1st ullu - kya hua?
2nd ullu - kuch nahi chakkar aa gaye
by Pak101.com (few years ago!)
Gang of SARDARS broke a Bank.
Instead of cash they found Botles full of Chilled
Red Wine,
Happily they drank & went away.
Next day Headline aai: Blood Bank lutya gya
by Tanveer Hussain (few years ago!)