math &pathan
MATHS Teacher to our brilliant pathan...
How can u distribute 8 apples among 6 people equally?
PATHAN- Juice bana K
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1055 views
Similar Jokes
Arrange Marriage – Jab Ham Ja Rahe Ho Aur Achanak Se Saamp Kaat Le.
And
Love Marriage – Jab Ham Saamp Ke Paas Khud Jaake Bole, Le Beta Kaat Le- Kaat Le
by Pak101.com (few years ago!)
boy - papa aapne mujhse kaha tha k agar main paas ho gaya to aap mujhe 5000 Rs denge.
father - haan kaha tha
boy - to aapke liye khush khabri hai, aapke 5000 Rs bach gaye.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa drves in 2 1-way & cross NO ENTRY board. POLICE : oye tainu NO ENTRY board dekha nahi kya?
Santa:"Oey! Mainu lagga ki aey flim poster hai!"
by Pak101.com (few years ago!)
Q-Insan or janwar k bacho me kya fark hota H
An-Ullu k bache bade hokar ullu,Gadhe k Gadhe Bante H
jb ki Insan k bache Gadhe,Ullu dono ban Skte H
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ji Ki Behan Ko Daku Utha Kar Le Gaya !!!
Sab Ne Sardar Se Kaha
Daku Boara Khatarnak He
Khali Hath Mat Jana
Sardar Jate Hoye 2 Kilo Aaam Le Jata He
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police: Tumhe Kal Subah 5 Baje Phansi Di Jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon Hasn Rahe Ho?
Sardar: Main To Uthta Hi Subha 9 Baje Hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Marte sharabi se Bhagwaan ne poocha :- Koi antim ichha ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Sharabi :- Agle janam me daant bhale hi ek dena ,
par liver 31 dena , Prabhu ...
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Aur Banta Film Dekhne Gaye
Lekin Woh Film Ka Board Hi Dekh Ke Wapas Aa Gaye.
Q? Kyo K
Us Film Ka Naam Tha.
"HOUSE FULL". :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari: Baboo 10 Rs. ka sawal hai, chaay (Tea) peenee hai.
Aadmee: Lykin chaay tu 05 Rs. ki aati hai.
Bhikari (sharmatay hoay): Woh meri girl friend bhi saath hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa :I Spoke 2 Sania Mirza
Yesterday On D Phone!
Banta :Dats Great!
What Did She Say?
Santa :Just
Wrong Number!
by Tanveer Hussain (few years ago!)