Tum khaana bahut
Husband: tum khaana bahut achchi banaati ho
Wife: tum jitna bhi maska lagaao, khaana tumhe hee banaanaa padega
by Pak101.com (few years ago!) / 976 views
Similar Jokes
Andha Aadmi-bhabhi ye lo laddu
Bhabhi naha rahi thi soch ki andha hai
bina kapdo ke bahar aa ke boli- ye kis liye,
Andha- Meri aankhe thik ho gai..
by Pak101.com (few years ago!)
Pthan Naqli note le kr surf lane shop pe gya.
Shopkepr:
is me Quaid-e-Azam k sr pe Topi nhi hai.
Pthan:
wo meli ho gai hai usi k liey to surf leney aya hun
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Maa- “Itne dino se tum apne premi ke saath ghoom
rahi ho, vah shaadi ke liye kuch nahi bolta,
aakhir vah chahta kya hai?”
Beti- “Pata nahi maa, jyada samay vah mujhe
andhere me hi rakhta hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Ek Pathan Amrood Bech Raha Tha.
Ek Aadmi Aaya Aur Bola: “Agar Amrud Mein Se Keeda Nikla To?”
Pathan: “To Saaf Baat Hai, Hum Keede Ke Alag Se Paise Lega“
by Pak101.com (few years ago!)
HEIGHT OF LAZINESS:
Boy: Papa 1 glass pani de do
papa: khud le lo.
BOY: plz de do na
Papa: Ab manga to thapar maronga.
Boy : Thapr marne aao to pani lete aana
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Patni-Aapki Blue Shirt Mujh Se Jal Gayi
Pati-Mere Paas Waisi Ek Aur Shirt H
Patni-Pata Hai, Maine Usme Se Kapda Kaat Ke Pehle Wale Me Laga Diya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Kal Ek Admi Aurat Ko Peet Raha Tha. Maine
Kaha Mard Se Lado.
Banta: Fir?
Santa: Jab Mujhe Hosh Aaya 2 Main Hospital Me Tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dad Entered Son’s Room And Found Him Asleep.
Walked Closer, Caressed His Hair & BANG Slapped His Face And Said..
Last Seen On #Whatsapp 1 Min Ago
by Kamran (few years ago!)
ek sonar apnay kaam main masroof ta
k ek admi nay os say pucha
" bahi sahab yahan kia forokht hota hay?"
sonar nay ghusay say kaha,"
yahan gadhay(donkey) forokht hotay hain".
to admi nay kaha,"ap akailay rah gaey hian ya aor b koi hay."
by hearthackervsgirls (few years ago!)
3 dost picnic pe gaye, Phuchne k baad yaad aya ki pepsi ghar bhul gye.
Decide hua ki sabse chota dost ghar se pepsi laega.
Chote dost ki ek shart thi ki jab tak main na aau koi samose nahi khaega.
2 din guzar gaye, dost nahi aya. 4 din guzar gaye, dost nahi aya.
Bhaiyo ne socha ab samosa kha lena chahye.. Jese hi khane gye..
Ped k peeche se chota dost nikla aur kaha: Aise karoge to main nahi jaunga!!!!! :P Xd
by Pak101.com (few years ago!)