Doodh waly sy
Gahak: (doodh waly sy)
Tumhari gaay kita doodh deti he
Doodh wala: 5 kilo
Gahak: is main say kitna bech letey ho?
Doodh wala: yehi koi 12 kilo
by Pak101.com (few years ago!) / 994 views
Similar Jokes
Girl Me TuMhare IsHQ Me BarBaaD HoGai RuSwa HoGai Hu
BOy To Me KoNsa MinIsTer BaN GaYa HuN Me Bi Aj kaL cHinChi cHaLa raHa Hu..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Kutta Diwar Pe Toilet kar Raha Tha Ki,
Tabhi Diwaar Gir Gayi Aur Kutta Marr Gaya,
Tabi Se Kutton Ne Decied KiyaKe
“ Susu Karte Waqt Ek Taang Se Diwaar Ko Sahara Diya Karenge “
by Pak101.com (few years ago!)
Maa Khushkabri Hai
Sardar On Phone :
Maa Khushkabri Hai
Maa: Bol Beta
Sardar: Hum 2 Se 3 Ho Gaye
Maa :
Mubarak Ho ,Beta Hua Ya Beti?
Sardar:
Meri Biwi Ne Dusri Shadi Karli..
by Mohammad Ali (few years ago!)
Research ke mutabiq larkian larkon se zyada mehnati hoti hai
Aapko pata hai kaise..
Nahi pata Main bata deta hoon aapko Kyun ki 100 mein se 10
Larkian naturally
khoobsurat hoti hai
Aur baki
-
-
-
-
Apni Mehnat se
by Pak101.com (few years ago!)
Dost Pathan Se:
Yaar
kya baat hy
Aaj Tumhara Mobile Par Bohat Call Aa Rahi Hain..!
.
.
.
.
Pathan:
Fakhar Se!
Yaara
Aaj Hum Apni Baji ka Mobile Le Aaya Hy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
How can you tell when a lawyer is lying?
His lips are moving.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher 2 pathan student: Jis admi k Dono Hath na hon usay English main kya kahein ge?
.
.
.
Pathan:
.
.
.
HANDS FREE !!!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Doctor patient k peche bhag raha tha. ek admi ne pocha kya hua?
Doctor: 4 baar aisa he hua hai sala brain ka opreation
karwane aata hai aur baal katwa k chala ata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Dost Pathan Se: Tum To Aaj Doctor Ke Pas Janay Walay Thay,
Kyon Nahin Gay?
Pathan: Yara Ham Kal Jaey Ga,
Aaj Hamara Tabiat Kharab Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Jailer- Tum jail me kuyn ho?
Santa- Maine Bank Luta. Lekin Paise wahi ginane lag gaya Qki waha likha tha Counter Chhodne se pehale paisa Gin lo
by hearthackervsgirls (few years ago!)