pathan to world bank
Pathan: Hello! Aap WORLD BANK Se Bol Rahy Hain?
Officer: Yes, What Kind of help Do You want!
Pathan:
.
.
.
.
.
100 Ka Khulla Hoga?
by Abdul Hannan (few years ago!) / 983 views
Similar Jokes
Car Se Takkar Hone Ki Wajah Se Ek Banda Behosh Ho Gaya
Patni Ne Fatafatt Doctor Ko Fon Milaya To Ek Kafi Bada Doctor Mauke Pe Pahuncha
Marij Ko Check Karke Bola: “Ye To Mar Gaya Hai”
Itni Der Mein Marij Ko Bhi Hosh Aa Gaya Tha, Usne Ye Suna To Gabrate Hue Bola
Mareej: “Nahi Nahi, Main To Zinda Hun”
Ye Sunte Hi Marij Ki Biwi Use Boli: “Kuch To Soch Samjh Kar Bola Kijiye, Itne Bade Doctor Hai Jhooth Bolenge Kya?“
by Pak101.com (few years ago!)
Main Ne Jo Apni Girl Friend Ko Kaha
Kay PARDAY Mein Raha Karo Jaan.
Us Ne Police Ko Keh Diya
My Boy Friend Iz Taalibaan.
(‘.’)
//”/\ Oh Teri
_/”\_ Khair.
by Hader Maher (few years ago!)
Srdar in Coffee shop wth wife.
Srdar:Jldi Pi, Coffee thandi ho Jau gi.
Wife:Fer ki hoe ga?
Srdar: Bywakof Rate List waikh
Hot coffee Rs.15
Cold coffee.45
by Pak101.com (few years ago!)
A sardarji, having bought a new phone with the latest model of answering machine had to disconnect it the very next day.
He was very disturbed when he heard his friend say, "abey, phone utha ke bolta hai ghar pe nahin hoon".
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ustaad Fursat Fatte Haal Khan Ji Ka Apni Girlfriend Se Tang Aakar Uspar Likha Gaya Ek Sher
Tumsa Koi Doosra Zameen Par Hua, To Rabb Se Sikayat Hogi,
Ek To Jhella Nahi Jata, Dusra Aa Gaya To Kya Halat Hogi.
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistan Post office ney, "Asif Zardari" ki tasweer waley tickets jaari ker diyea hain.
AWAAM puch rahi hai key
"Thook kis taraf lagana hai!"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardarji Got Job
1st Day Worked Till Night
Boss Asked What Did U Do?
Sardar:
Computer Keyboard Alphabets
Were Not In Order Theek Kar Diye
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu After Marriage :
pehle wo meri GF thi
.
.
Me bolta tha, wo sunti thi :)
.
.
phir wo meri mangetar bani,
Wo bolti thi main sunta tha :P
.
.
jab wo meri BIWI bani
.
Hum dono bolte hai
.
Mohalla sunta hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
baap bete ki galti pe-gadha
beta-papa tension not sab khete hai mai aap pe gaya huin
by Pak101.com (few years ago!)
Faqir: Baji bhoka hun Allah K naam par khana de do
Baji: Khana abhi nahi paka
Faqir: Baji FaceBook pe BABA NIAZ k naam se hun, pak jaye to wall pe update kr dena.
by Pak101.com (few years ago!)