santa tu kis din paida hua?
santa:tu kis din paida hua?
banta:itwar ko
santa:chal jhute, us din to chhuti hoti hai..!!
by Pak101.com (few years ago!) / 849 views
Similar Jokes
On A Romantic Day Sardar’s Girlfriend Asks Him Darling On Our Engagement Day Will You Give Me A Ring
Sardar : Ya Sure, From Landline Or Mobile
by Pak101.com (few years ago!)
An engineering girl and guy went to a restaurant.
The guy wanted to ask for the menu,but he forgot wht it was called.So he acted damn cool and said....
"Waiter,SYLLABUS plz......."
by Pak101.com (few years ago!)
Police officer Pathan se :
Tum ham ko janta nahi hai, ham yahan ka
DSP hai.
Pathan : Tum DSP hai to ham M.W.P hai. Tameez se
baat kero warna acha nahi ho ga.
Police : Sorry sir! per ye M.W.P kiya hota hai????
Pathan : Mong Phali Wala...:-p
Happy Mong Phali Season
by @irha@ (few years ago!)
Jeet Chuke Hum Her Jung,,
Ab Yeh Baazi B Hamari Hai,,
Boht Zaleel Ho Chuke
Faraz
Sardar
Aur Aapa
Ab
VEENA Ki Baari Hai …..!!!
COMING SOON …!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Auto Wala:
Saab!30 Rupee Hue
Sardar:
Le 15 Rupee
Auto Wala:
Saab,Ye To Baimani He
Sardar:
Abe Baimani Kaisi?
Tu Bhi To Saath Beth Kar Aya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Baniya: Bhai Kela Kaisa Diya…
Falwala: 1 Rs Ka Ek..
Baniya: 60 Paisa Ka Deta Hai Kya?
Falwala: 60 Paise Mein Toh Sirf Chilka Milega..
Baniya: Yeh Ley 40 Paisa, Chilka Rakh Aur Kela De
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan 1: Oye Kia Kar Rahe Ho?
Pathan 2: Apne 1 Sal K Bache Ki Awaz Record Kar Rah Hu
Pathan 1: Wo Q?
Pathan 2: Wo Jab Bara Hojaye Ga Us Se Iska Matlab Puchun Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar ek chitti ne Hathani ke kan mein kuch kaha toh hathni behos ho gayi.
Phir kisine chitti se pucha ke tune kya kaha?
Chitti Boli: Maine itna hi kaha ke “Main tumhare bacche ki maa banne wali hoon!”
by Pak101.com (few years ago!)
Aik chor aik ghar main chori karne geya,
tajori per likha tha left side ka button dabaen,
chor ne woh dabaya tu alarm baj geya aur chor pakra geya,
judge: tum apni safai main keya kehna chao ge,
chor: bus itna hi k yeh dunya bari dhokey baz hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Wakeel K Betay Ko uski maan Ne Thapharr Mara.
Beta Baap K Pas Gya Aur Kaha Ammi Ne Mujhe bilaWaja Maara hai.
Baap Ne Usay ek aur Thapharr maara aur Kaha: Wakeel K Bete HoKar Tumhen Itna B nahi Pata K SupremeCourt K khilaaf Appeal HighCourt mai nahe Hoti.
by Pak101.com (few years ago!)