Naukarani: Malkan
Naukarani: Malkan Ap Udaas Kyun Hai
Malkan: Tumhare Sahab Office Ki Kisi Larki Se Payyar Karte Hai
Naukarani: Nahiiiiin, Sahab Mujhe Dokha Nahi De Sakte
by Pak101.com (few years ago!) / 1014 views
Similar Jokes
Baap: beta, tum hathory se darwazy ka cement kiun ukhar rehe ho?
beta: abu pehle tu ap mana nahin karte thy?,
baap: pehle hum karay k makan main rehte thy , abb yeh makan hum ne khareed leya hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
nai dulhan apney mian sey kahti ha, mainey do dishen banaaney ka mahaarat haasil ki hai, ek murghi ka salan aur ek gajar ka halway. aaj aap ke liye meiney yeh donon banaai hain.
Mian: bohot khoob. ab yeh batao, inn mein sey murghi ka saalan kaun sa hai aur gajar ka halwa kaun sa?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Khargosh K F.Sc Mai Aye 75% Marks
Kachway K 50%
Phr B Kachway Ka Univrsty Mai
Admision Ho Gya
KAISE?
Sports Basis Pe Na Yar
Bachpan Mai Race Nai Jeeta Tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Police:darwaza kholo tmhari bivi truck ke niche aa kar paper jaisi ban gai hai.
Sardar:pher darwaza kholne ka kia faida gate k neche se de do
by Sabir shah (few years ago!)
A man asked sardar how was ur english paper
sardar replied it was fine but i forgot third form of think so i thought and thought and i finally wrote thunk
by Nilesh Kumar (few years ago!)
Teacher:
Tell the name of Any Microsoft Product?
Sam:
MS Excel
John:
MS Word
Matt:
MS PowerPoint
Sardar After Thinking a lot:
.
.
.
.
.
“MS Dhoni”.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ustaf Fursat Fatte Haal Ji Kafi Time Se Ek Ladki Ke Piche The.
Par Jab Unki Bat Na Bani To Unhone Ladki Ek Shayari Likhi
Hum To Tumhari Dosti Mein…
.
.
.
Itne Door Tak Nikal Aaye Hain Dost…
.
.
.
Ke Ab To Rikshay Wala Bhi Wapsi Ka 2000 Mangta Hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:bus aur girl aik jaisi hoti hain aik jati hai dusri aa jati hai.
Girl:boy aur autoricksha 1 jaise hote hain aik bulao 4 aa jate hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Liz: I get so nervous and frightened during driving tests!
Doctor: Don't worry about it. You'll pass eventually.
Liz: I'm the examiner!
by Pak101.com (few years ago!)
Class Mein Teacher Students Se Puchti Hai.
Teacher: “Baccho, Ek Aisa Sentence Banao Jis Mein Urdu, Hindi, Punjabi Aur English Ka Paryog Hua Ho”
Pappu: “Ishq Di Gali Wich No Entry“
by Pak101.com (few years ago!)