Boy char mahine se
ladki ka baap-tum mere ladki se kitne mahine se pyaar karte ho.
Boy-char mahine se .
Baap-main kaise maanu.
Boy-aur paanch mahine ruko,yakin ho jaayega
by Pak101.com (few years ago!) / 984 views
Similar Jokes
Policeman:Madam is Pool me nahana mana hai.
Lady:Jab main Kapde Utar rahi thi tab kyo nahi
Bataya.
Policeman:Pabandi Nahane pe hai Kapde utarne pe
nahi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 aadmi ne 1oo times blood donate kar ke record banaya. blood bank walo ne uski wife ka samman kiya, ye kahte hue, " ke aap ne nahi piya.... tabhi toh hamne diya ".....
by Pak101.com (few years ago!)
5 K Beech Me 4 Likhkar Batao?
China : Mazak Mat Karo.
.
Japan : Namumkin
.
Amrican : Sawaal Galat Hai.
.
UK : Net Par Nhi Hai.
.
Indian : Easy… F(IV)E.
India has all
"JUGAAD". ;-) ::::D::::P
Click Like if ur proud to b an
Indian :D
by Pak101.com (few years ago!)
Amrican siri paey kha rahe the.
Amrecan k hath me bakre ki zuban aa gai
amrican:what is this?
Pathan:o ani da this is language
by Sabir shah (few years ago!)
Angrez urdu mai darwaza kholne ko kaise kahega??
.
.
.
.
Nahi pata?
Ok, Mai btata hu...
“THERE WAS A COLD DAY”
Isko tez tez padho khud smajh jao gay . . :
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Khuda ka lakh lakh sukar
hai k pakistan 13 August ko aazad nai howa..
DOST: (Heran hote hoe) Q.??
Pathan:phir hum 14 August kese manaty!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar: Ye Bakra Q Ziba Kia?
Pathan: Manat Mana Tha Wo Poora Ho Gya,
Sardar: Kis Baat Ka?
Pathan: Hmara Murga Gum Hua Tha Wo Aaj Mil Gaya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aisi Kya Cheez Hai, Jo Khridne Wala Kbhi Pehenta Nhi Aur Pehene Wala Kbhi Khridta Nhi
.
.
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
Baby Diapers.-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 pathan samose khol kar ander ka masala kha raha tha.
1 admi ne pocha pura kiun nahi khate?
pathan bola:baba doctor ne bahir ki cheez khane se mana kia hai
by Zia Rasool (few years ago!)
Jab Kutte Ki Maut Aati Hai...
.
To...
.
Kutta Mar Jata Hai
Aap Tension Mat Lo.
by Pak101.com (few years ago!)