5 K Beech Me 4 Likhkar Batao
5 K Beech Me 4 Likhkar Batao?
China : Mazak Mat Karo.
.
Japan : Namumkin
.
Amrican : Sawaal Galat Hai.
.
UK : Net Par Nhi Hai.
.
Indian : Easy… F(IV)E.
India has all
"JUGAAD". ;-) ::::D::::P
Click Like if ur proud to b an
Indian :D
by Pak101.com (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
Hands Up! . U R Undr Arrest.
Q k jtne pyare ap ho. Itna pyara hona Qanonan jurm hai.
Is lye apko “Dil” me Umar Qed ki saza di jati hai;-) . . .
pta nai esa msg log muje hi Q send krte hai esi kya bt hai mujh me.
I am so sweet hana . :-*-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Saurav Ganguly: Yes,England Main Shirt Sirf Main Hi Utar sakta Hoon.
MS Dhoni: Kya Karoon Dariyadili Kaam Nahi Aayi.
by Pak101.com (few years ago!)
Judge: Kya proof hai k tum car speed me nahi chala rahe the? Man: Sir, main apni biwi ko leny apny sasural jaa raha tha... That's All...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Psychology ka practical ho raha tha.. :D
Professor ne 1 Chuhe k liye 1 taraf CAKE Aur dusri taraf CHUHIYA rakh di..
Chuha fouran Cake ki taraf lapka..
Dusri baar Cake ko badal kar ROTI rakhi..
Chuha Roti ki taraf lapka..
Is tarah kai baar food-item badle magar Chuha har baar food ki taraf bhaga..
Profesr:" Bas, sabit ho gya ki BHUKH hi Sbse badi taqat hai..
Itne me last row ki bench se ek Student ki awaaz aai....
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Sir, 1 bar Chuhiya badal k bhi dekhlo, ho sakta hai wo uski “BEHAN” ho...:p :O :D :D
Students Rocks - Professor Shocks
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Kone Me Chup K Mobile Pe Kisi Se
Ahista Se Bat Kr raha Tha
Aadmi: Khan Sahab Larki Se Baten Kr rahe Ho
Pathan: Khuda Ka Qasam Larki Nahi Mangetar Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
CIRCUIT: Oye Short Circuit yeh light bulb pe baap ka naam kya likh raha hai?
SHORT CIRCUIT: Apun baap ka naam roshan kar rehle hai
by Pak101.com (few years ago!)
Tamam log sunn len Garmi bht ho gayi hy. Suraj b khub Aag barsa rha hy. Apne sar pe geela or thanda kapra rakhen Dimaagh pe suraj ki kirne mat parne den Q k “BHOONSA” jaldi aag pakarta hy. Mera farz tha ap ko batana or ap ka kaam hy khud ko… :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek sardar apni bhabhi ko buhat mar raha thaP
logo ne pucha kia hua sardar ji?P
sardar ji bola meri bhabhi achi aurat nahin he ji.P
logo ne pucha q kia hua?P
sardar bola yr dost mobile pe bat karte hein jis se bhi puchun"kis se bat kr rhe ho?"sab bolte hein
.
.
.
.
.
.
"TERI BHABHI SE
by Pak101.com (few years ago!)
Girl-Meri Skin Bahut Soft And Sensitive h
Or Rang B Gora h
Mai Sone Se Pehle Kya Lagau?
.
.
... .
Doctr-Darwaje ki
'KUNDI'
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki maan bemar howi docter k pas le gae.
Docter :is k test hon ge
sardar:tests ki in ki umer nai one day ya t20 karwa do.
by Sabir shah (few years ago!)