u are crossing
judge: u are crossing your limit.
Lawyer: kaun saala aisa kehta hai?
Judge: hoe dare u calling me saala?
Lawyer: my lord i said kaun sa law aisa kehta hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 933 views
Similar Jokes
SARDAR : Yaar maine apni girl friend ko gift dena
hai, kya du?
2ND : Gold ring de de.
1ST : koi badi cheez bata.
2ND : M.R.F ka tyre de de.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
nai dulhan apney mian sey kahti ha, mainey do dishen banaaney ka mahaarat haasil ki hai, ek murghi ka salan aur ek gajar ka halway. aaj aap ke liye meiney yeh donon banaai hain.
Mian: bohot khoob. ab yeh batao, inn mein sey murghi ka saalan kaun sa hai aur gajar ka halwa kaun sa?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Yaar aik baat to batain yeh 24 gante bijli ka kya maza. jaise garmi ka maza hi na le aur loudsheding bulkul nahi. Maza to ab ayega wapda ke saath, g han ab 24 gante mai 12 gante Loudsheeding woh b complete bill k saath aur electronic nuqsanaat bulkul muft?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Aaj tum late kyu aaye? School 7 baje shuru hota he.
Funny Kid: Madam, Aap meri fikar mat kia karo, School shuru karwa dia karo.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apni Biwi Se Poochta Hai.
Santa: “Tum Bachhe Ko Kya Pilati Ho?”
Biwi: “Doodh Aur Orange Juice”
Santa Hairani Se: “Oye Tu Ne Kabi Bataya Nahi, Orange Juice Kiss Side Se Aata Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa & Banta got tired of
1 day a pigeon reaches Banta without message. Angry Banta calls Santa!
Santa: Oye, this was a missed call.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan k ghar beta hua ! Pathan ne usy goud mein lia . . . ! . . Usne sussu kr dia.
Pathan Nurse se bola: Baji dosra de do ye leek hai:
by Pak101.com (few years ago!)
Effect of Aashiqui-2
Santa- Abe toilet se jaldi bahar nikal..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Banta- Sun raha hai na tu.....
Dho raha hu main .
by Pak101.com (few years ago!)
?1990
Larkiwale: Larka kya karta hai?
Larkewale: Doctor hai, mahine ka 20k kamata hai.
2012
Larkiwale: Larka kya karta hai?
Larkewale: FACEBOOK pe 4 pages ka admin hai, ek page ke to 100000+ likes hain
by Pak101.com (few years ago!)
1 baar jab main Bemaar
tha..
Main Hospital Gaya...
Wahan 2 Darwaze The...
1 Par"Khas bemari"aur 1
par"Mamuli Bimari"Likha
tha...
Mujhe Mamuli Bemari thi
isLiye main Mamuli
Bemari Wale Room me
Chale gaya...
Wahan bhi 2 Darwaze
the...
1 Par"Khas Admi"aur 1
par"Aam Admi"likha
tha....
Main thora Gharib.... isliye
Aam Admi Waale
Darwaze se Andar Chale
Gaya....
Andar Gaya to dekha ke
Main Hospital se Bahar
Tha...
by Pak101.com (few years ago!)