Aise koi 5 animal ke naam
Teacher-"Aise koi 5 animal ke naam batao jo pani me rahte hai.."
Student:-"Fish,
Fish ki Mummy,
Fish ke Papa,
Fish ka bhai,
Fish ki Sister..."
by Pak101.com (few years ago!) / 995 views
Similar Jokes
LECTURER: Write a note on Gandhi Jayanti.
CIRCUIT WRITES: Gandhi was a great man,
but maa kasam i dont know who is Jayanti.
Koi locha-lafda hoga buddhe ka!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:kal tum school kiun nai ae
Sardar:gir gaya tha aur lag gai thi
Techer kia lag gai thi
Sardar:takia pe gir gaya tha aur ankh lag gai thi
by Sabir shah (few years ago!)
Judge: Tumhara Juram Sabit Huta
Ha Tumheb Kaal Phansxi Pe Latkaya Jaega
Pathan: Wo Sub To Theak Haa Per Utaraa Kab Jaega
by Mazhar Khan (few years ago!)
Result agar acha ho:
Teacher- Hoshiyar bacha hai
Maa-Bhagwan ki kripa hai
Papa-Beta kiska hai
DOST-Chal daaru peetey hai
Result agar bura ho:
Teacher-Padhai mein dhyan nhi
kya
Maa-Aag lage is mobile mein
Papa-Laad pyar ne bigaad diya
Dost-Chal daaru peetey hai
B'day par
Maa-Jug jug jiye mera beta
Papa-Hamesha aage bade
DOST-Chal daaru peetey hain
Love me fail hone pr
Maa-Beta bhul ja usko
Papa- Be a Man!
DOST-CHAL DAARU peetey Hai YAAR
MORAL OF STORY - Duniya badal
jati hai but DOST kabi nahi
badalte!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Larki ne apne new bf ko phone kiya..
Larki: kya kar rahe ho ?
Larka: Shave bana raha hu.
... Larki: ok, main baad me call karti hu.
Larki ne 30 minut baad Call ki
Larki: kya kar rahe ho ji ?
Larka: yaar shave bana raha hu.
Larki: ok, I'll call u later.
Larki ne 1 h0ur baad Call ki
Larki: janu ab kaha ho ?
Larka: yaar abhi to main shave bana raha hu.
Larki chair k boli: din mein kitni baar shave karte ho :-??
Larka: lagbhag 50 bar.
Larki: are pagal ho kya?
.
.
.
.
.
.
.
Larka: nahi barber h0un ..
by Pak101.com (few years ago!)
Bus Stand Par Akeli Khadi Ladki Ko Dekh Kar,
Ladka Uske Paas Jakar Puchhne Laga.
Ladka: “Patna Kaha Hai?”
Ladki: “Bihar Mein”
Ladka: “Abe Yaar Yahi Pat Jaa Na Bihar Mein
Jaane Ki Kya Jaroorat Hai“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dost Pathan Se:
Yaar
kya baat hy
Aaj Tumhara Mobile Par Bohat Call Aa Rahi Hain..!
.
.
.
.
Pathan:
Fakhar Se!
Yaara
Aaj Hum Apni Baji ka Mobile Le Aaya Hy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: Main ek baar jungle mein susu karne gaya toh waha per Sher tha.
Banta: Phir kya hua?
Santa: Maine Sher se kaha, Pehle tum karlo, mera toh ho gaya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Man to Hotel Manager : Jaldi Chalo, Meri Wife Khirki se kudh kar jaan dena chahti hai.
Manager : So .. Sir What can I Do?
Man : Abey Saale ! Khirki nahi khul rahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik:
Abi tk tujh se machar nhi maray?
Mere kano me gunguna rahy han.
Nokar:
Sahab mene Machar Maar dye hyn,
ye to unki Biwiya hn Jo Vidwa ho
k Ro rhi hein..!
by Pak101.com (few years ago!)