2 Rotiyan Khaya Karo!
Doctor: Motape ka 1 hi Elaaj Hai.
Tum Rozana Sirf 2 Rotiyan Khaya Karo!
.
.
.
.
.
.
.
Pathan:
2 Rotiyan khane se pehle khani hy ya Khane k bad?
by Abdul Hannan (few years ago!) / 935 views
Similar Jokes
Santa Ki Amma Mar Gyi
Aik Admi Bola Amma Mujhe Le Jati 2-4 Or Bole-Amma Hume Bi Le Jati
Sardar: Chup Ho Jao Kamino
Amma Kya suzuki Dala Kar Ke Gayi He
by Pak101.com (few years ago!)
Waiter: Khan Sahib 10 Rup Tip To Meri Insult Hai…
Khan: To Phir..?
Waiter: 20 Rup To Hone Chaiye Na…
Khan: Main Tumhari Double Insult Nahi Kar Sakta…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Girl Me TuMhare IsHQ Me BarBaaD HoGai RuSwa HoGai Hu
BOy To Me KoNsa MinIsTer BaN GaYa HuN Me Bi Aj kaL cHinChi cHaLa raHa Hu..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sagar Ki Geeli Ret Par Ek Ladka Betha Tha.
Usne Apne Sath Bethi Ladki Se Pucha: "Tum Bolti Kyun
Nahi?"
Wo Palkein Jhuka Kar Muskurai Aur Ret Pe Likha, "Muh Mein
Gutka Hai"
Kitni Sharif Ladki Hai Yeh
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pthan yar aaj meri jumme ki namaz nikal gai
2nd pthan woh kese ?
1st .yara jab jamaat khara howa to imam bola apna apna mobile phone band kr do hamara mobile ghar par tha jab hum mobile band kr k wapis aaya jamaat ho chaka tha
by Pak101.com (few years ago!)
Aagar apni cousin phasaani ho tu....
jab wo kitchen ma jaye tu peechay se ja k usko
jhapee daaal lo
agar hans paray tu samjho phas gaye or agar gussa
karay tu shor macha do
"baji dar gaye"
"baji dar gaye" :P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Lab pe ati hai Dua ban k tamanna meri,
Dil karta he band krwa doon sim tere,
Dor duniya ka tere DAM se ujala hojaye,
Jo mjhe sms na kare Uska rang kala HOjaye….
by Asim Raza (few years ago!)
Pathan DR apne kaha tha k subha uth k
koi game kehlne se sehat achi rhti hai
Pr mughe koi farq nhi para.
Doctor:Konsa game khelte the???
Pathan:Mobile pe snake wala...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Kia ap k sar pe sengh hain?
Nai,
check kar lo,
paki bat hai nai hain
gadhe k sar pe hote bi nai hain.
by Sabir shah (few years ago!)