A boy doing maths home work,
A boy doing maths home work,
"2+2 son of a bitch is 4"
Mom was shocked.
She went to the teacher.
Teacher aid: we teach 2+2 sum of which is 4
by Pak101.com (few years ago!) / 1055 views
Similar Jokes
Ek Chuha (Rat) Sharab K
Glass Me Gir Gaya...
Wahan Se Ek Billi Guzar Rhi
Thi To Chuhe Ne
Billi Se Kaha K
Mujhy Yahan Se Nikalo
Phir Chahy Mujhy Kha
Lena.
Billi Ne Laat Mari Or Glass
Gira Diya.
Chuha Nikal Kr Bhaga Or Bil
Me Ghus Gya
Billi Na Kaha : Jhooty,
Dhokybaaz, Tum To Keh
Rahy Thy K Mujhy Nikalo,
Beshak Mjhy Phir
Kha Lena...
Chooha Muskuraya Or
Bola : Jaan Naraz Mat
Hona, Us Waqt
Main Sharab K Nashy Me
Tha..
by pinkey (few years ago!)
Santa found answer to the most difficult question ever- What comes first - the chicken or the egg? O yaar, jiska order pehle doge, vo ayega! ***** Santa (reading from book of facts): "Do you know ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka.
Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne
phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by Pak101.com (few years ago!)
Khyber Pakhton Khwa ki Manzori k Baad,
Pathan Bhaiyon ka 1 Aur Mutalba...
Naswar ko Qaumi Phal Qarar Diya Jaye
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan bht pareshan tha k hr joke main mera hi zikr kyoun hota hai.
us ne apni b.v se kaha:
“koi aisi baat kro jis ma main involve na hon”
b.v : “i m pregnant”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aaj mere paas mobile hai, no hai, battery hai, balance hai, tumahre pass kya hai? agar hai koi msg to bhejo.. agar nahi to mobile becho.
by Mohammad Ali (few years ago!)
FARAZ to RAAZ Ek sawal ka jawab do..
WO KON C UNGLI HAI JIS MAI HADDI NAHI HOTI???
RAAZ-Pata nahi??
FARAZ-DASTANYE KI.
by Pak101.com (few years ago!)
Bachi ko bike pe ghumaty wqt agr helmet pehan liya jaye tu larki k bhai ki dhulayi aur rishtedaron ki nazar se bacha ja sakta hy
Zubaida Aapa k hifazati totka
by Pak101.com (few years ago!)
ek ladka dusre ladke se kahta hai- aaj maine railway station par khari train ki sarihowo nikL DI.
DUSRA- WELL, wahi train hamari shop par pincer judwane aayi thi.
by Pak101.com (few years ago!)
2 Twins Apny Kamry Mai Bethy Thy.
1 Hans Hans k Lot Pot ho Raha tha,
2nd Udaas Kony Mai betha Tha.
Baap: Tum itna Q Hans Rahy Ho?
Beta: Mummy ne Dono bar isi ko Nehla Diya. :-)
by Pak101.com (few years ago!)