Major Rohail ka 1 rupeya
Height of Kanjoosi
Major Rohail ka 1 rupeya 5ve manzil se gir gya
Major Rohail bhgate bhagte neche gya
Pr rupya na mila
Kyu?
Kyu k Major Rohail rupye se pehle neche pohanch gya
by Pak101.com (few years ago!) / 998 views
Similar Jokes
1 Bacha Apni Maa se Pitnay Ke Bad
Papa ApNe Koi Kala Ilam Sekha Hy Kia ?
Papa: Nahi Beta
Bacha: phr Etni Zalim Balaa Pakri Kaise..!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Complete the sentence..
.
.
.
.
“Early to bed and early to rise……..”
.
.
.
.
.
.
Student:
“This Man has no interest in his wife..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nepali: Uuu shab ji ye sham singh ka mobile kahan milega?
Salesman- Pta nahi.
Nepali: address to isi shop ka hai.
Salesman: abey ye sham singh nai SamSung Hai.(Jas)
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: JAWANI owr BURHAPAY mai kia farq hota hai?
.
Student: JAWANI mai mobile mai HASEENO ke numbers hotay hai, owr BURHAPAY mai HAKEEMO ke
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Munna : Bole tu ye doctor log operation karne se pehle patient ko behosh kiyu karte hai?
Circuit: simple hai na bhai, patient khud operation karna seek na le
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Aj Me Bus Ke Peache Ghar Tak Bhagta Huwa Aya Ho
Or Kirye Ke 20 Rupe B Bacha Lie.
2sra Pathan:
Tum Bhut Bewakoof Ho Rikshe Ke Peache Bhagte
To 80 Rupe Bach Jate.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa mango juice ka glaas le kar baitha tha
Banta aaya aur fataak se juice pee gaya.
Santa – Meri to yaar kismat hi kharab hai. Beta fail ho gaya,
biwi dost ke saath bhag gayi, ghar me chori ho gayi, nalke me
paani nahi, ghar me light nahi.
Aab juice me zehar daal ke peene ko rakha tha
aur wo bhi tu pee gaya saale!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke "hum ne Haj bhi kia hai"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 larki rasty se jaaa rahi thi side se achanak bike nikli
Larki - Aby Oye maarega kya
Boy - mood to nahi hai, par degi to maar lunga.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Old Man: Bhagwan Meri Pension Dilwa Do, 101 Rs Ka Prasad Chadhaunga…
Bhagwan: Pagal Ho Gaya Kya Anna Hazare Dekh Lega
by Pak101.com (few years ago!)