Santa mango juice ka glaas le
Santa mango juice ka glaas le kar baitha tha
Banta aaya aur fataak se juice pee gaya.
Santa – Meri to yaar kismat hi kharab hai. Beta fail ho gaya,
biwi dost ke saath bhag gayi, ghar me chori ho gayi, nalke me
paani nahi, ghar me light nahi.
Aab juice me zehar daal ke peene ko rakha tha
aur wo bhi tu pee gaya saale!
by Pak101.com (few years ago!) / 916 views
Similar Jokes
EK aadmi qabar k paas betha tha,
Musafir ne poocha DAR nahi lagta?
Aadmi bola is main DARNE ki kya baat hai?
Andar garmi lag rahi thi bahar aa gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Naukarani: Malkan Ap Udaas Kyun Hai
Malkan: Tumhare Sahab Office Ki Kisi Larki Se Payyar Karte Hai
Naukarani: Nahiiiiin, Sahab Mujhe Dokha Nahi De Sakte
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Larki Ghar Se Bhaag
Gayi . . . 3 Din Baad Wapis
Aai
Baap (Ghusse Se): Ab Kya Lene
Aai Ho ? ? ?
Larki: Patli Pin Wala Charger . . .;-):-*;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:: Light nhi hai tau kambakht pankha hi chala do...
Biwi:: Aakhir pathan hi ho na, aqal tau hai hi nhi...
pankha chala diya tau mom-batti bhuj jayegi, pher andhery ma kia karogy.. :D
by WAQAR (few years ago!)
Pandit ka Tota roz 1 admi ko dekhta or bolta-"AUR haramkhor kya haal hai"..
Us admi ne pandit se shikayat ki to pandit ne tote ko danta.
Agle din jab wo admi tote k karib se guzra to tota kuch na bola.
...
Thoda aage ja k us admi ne mud k dekha to tota haste hue bola.
''SAMAJh TO TU GAYA hi HOGA.."
by Pak101.com (few years ago!)
Har kisi pe aitbar karna chod do
Wah Wah
Har kisi pe aitbar karna chod do
ACP says: Daya Darwaza tod do
by Pak101.com (few years ago!)
Master G Apne Student Se: Koi Ashqi Wala Sher Sunao.
Student:
Mota Marta Moti pe, Bhukha Marta Roti pe,
Master G Ki 2 Betiyan, Main Marta Choti pe.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:Bathroom K Pardey Lagwa Do,
Naya Parosi Dekhnay Ki Koshish Karta Hai.
Sardar:Ek Baar Daikh Lanay Do,
Phir Woh Khud Apnay
Room Main Parday Laga Le Ga!….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Tiger Killed A Sardar In The Zoo
A Man Asked Y Did U Killed Sardar?
Tiger: Or Nai To Kya..
Sala Kab Se Keh Rha Tha
Itni Bari Billi Wo0oeeen Itni Bari Bili
by Pak101.com (few years ago!)
Profesor ne 1 ladke ke liye 1 taraf cake or 1 taraf ladki rakhi.
Aur kaha ki in dono main se koi ek cheez le lo.
Ladka foran cake ki tarf Lapka
Doosri bar cake badal ke roti rakhito Ladka Roti ko Lapka..
Yun bar bar food item badalne per ladka her bar khane ki taraf bhaga.
Prof: Bas sabit hua ke bhookh hi sabse badi cheez hai.
Piche se 1 student bola:
"Sir ye is ki behan hai, 1 bar ladki bhi badal ke dekh lete?
by Pak101.com (few years ago!)