Munna Apun ka desh kaun chalata
Munna-apun ka desh kaun chalata hai? Circuit-bhai simple hai...apna SMS. Munna-kya fekta hai?Circuit-bhai sms bole to ....SARDAR MANMOHAN SINGH...
by Pak101.com (few years ago!) / 1100 views
Similar Jokes
Santa opened a petrol pump, but not even one customer went there. You know why?
Because he opened petrol pump on second floor..
by Pak101.com (few years ago!)
Do Ladkiyan Bus Mein Ek Seat Ke Liye Lad Rahi Thhi.
Pappu Bahut Der Se Ye Dekh Raha Tha, Raha Nahi Gaya To Bola
Pappu: “Kyun Lad Rahi Ho? Iska Hal Main Batata Hoon”
Dono Ladkiyan Boli: “Batao?”
Ladka: “Tum Mein Se Jo Umar Mein Badi Hai, Wo Baith Jaye”
Phir
Phir Kya?
“Dono Ladkiyan Poore Raste Khadi Rahi“
by Pak101.com (few years ago!)
Techer Sardar Say: "Koi Aisa Jumla Banao Jis Mein
"Magar" 2 Dafa Istemaal Hua Ho
Sardar: "Wo Merey Aagey Chal Rahi Thi Aur Mein
Us Ke Magar Magar".
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband Makes Whisky Peg & Gives To Wife: Le Pi Isko
Wife Tastes & Says:
Shee, Kitni Kadvi Hai!
Husband: Aur Tu Sochti Hai Ki Main Roz Aish Karta Hoon!
by Pak101.com (few years ago!)
Husband : Jab Me Tum Per Gussa Hota Hun To Tum Apna Gussa Kahan Nikalti Ho ?
Wife : TOILET Saaf Ker K.
Husband : Hein, Kese Saaf Kerti Ho ?
Wife : Tumhary ToothBrush Se :-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband From Wife:
Did U Have Any Boy Friend Before Marriage?
Wife Silent
Husband:Main Is Khamoshi Ko Kya Samjhoo? Wife:Abey Ginne To De..?
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: "I sent love leters to my girlfrnd everyday for 3years."
Frnd: "Then what happened?"
Boy:"Nothing finally She maried the postman.
by Pak101.com (few years ago!)
Basanti: Bhaag Dhanno bhaag, aaj teri Basanti ki izzat ka sawaal hai.
Dhanno: Tujhe apni padi hai, meri soch jiske peeche GABBAR ke 10 ghode pade hain :o
by Pak101.com (few years ago!)
Police: Park Me Romance Karte Ho, Bacho pe kya
Asar Parega?
Aadmi: Hum dono Married Hain
Police: To Ghar Me Karo
Aadmi: Tab Iske Husband Par Kya Asar Parega?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
SANTA ELECTRIC SHOP ME- 2 PANKHE DENA
1 LADIES OR 1 GENTS.
SALESMAN- PANKHO ME LADIES OR GENTS NAHI
HOTA.
SANTA- KESE NAHI HOTA EK BAJAJ KA DE OR EK
USHA KA.
by Tanveer Hussain (few years ago!)