Do you know English
Santa: Do you know English? Banta: Yes Santa: Ok! Then tell what is the opposite of NAAG PANCHAMI?
Banta: So simple Yaar... NAAG DO NOT PUNCH ME.
by Pak101.com (few years ago!) / 1097 views
Similar Jokes
Bacha park mai betha ek ke baad ek toffee kha raha tha.
Paas betha 1 aadmi bola: Jo zada metha khata hai wo jaldi mar jata hai.
Bacha: Aap ko maloom hai mere dada ki umar 100 saal hai.
Admi: Wo metha kam khate hon ge?
Bacha: Nahi, wo apne kaam se kaam rakhte hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tring Tring Tring.
Sardar: Hello kon bol raha hai?
Other side: Ji, main bol raha hon.
Sardar: oye ye to kamal ho gia,
idhar se bhi main hi bol raha hon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
life me kabhi serious na hona
tention na lena
always find time 2 laugh
varna log kahenge ghor kalyug aya he aj kal CARTOON b nahi haste
by Mohammad Ali (few years ago!)
Doctor: tumhari sehat bohat kharab hai,
cigrrete-noshi chor do.
.
.
.
Pathan: ye nahi ho sakta kyon k cigarrete to chor donga.
Magar noshi meri biwi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
class teacher boli:
batao bacho zinda rehne k lye kya chez zaruri h
studant:
zor se bola
zinda rehne k lye teri kasam
ek mulakat zaruri h " sanam "
by gazi (few years ago!)
Punjaban: Maa aaj mai nay 1 larkay ko bewaqoof banaya
Maa: woh kaisay ?
Punjaban : may nay uss ka 500 ka note aapni sandle may chupa lia aur woh 2 ghantay tak meri braizer may dhondta raha
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: shaadi ke baad tumhaari jimmedaari badgayee hai kya?
Banta: haan yaar. pehle sirf mere liye khaana pakaana tha. ab mere biwi ke liye bhi pakaanaa pad rahaa hai.
by Pak101.com (few years ago!)
High Class Insult
.
.
Girl to Boy: Apne Baal to dekho jaise Ghass Ugi
Ho.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy 2 girl: Isliye itni der se soch raha hu ke mere
saamne Bhais kyun khadi h.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
santa was filling a slambook. He didnt knw d meaning of zodiac sign . He turnd d previus page & … saw dat sumbody had written Cancer, . . . . . . . . . so he wrote GAS KI TAKLIF!!..
by Pak101.com (few years ago!)
Can you remember any of these: 1. Sookh sookh patti, chandan-gotti; raja laya, mahal banaya, ek anokhi rani laya, raja rani khade jharokhe, sooraj chamke, patti sokhe. 2. Mein chhipana jaant ...
by Mazhar Khan (few years ago!)