Ek ladki thi dewani si.
Ek ladki thi dewani si. Mobile lekar chalti thi,
nazre jhuka k, mobile mein kuch karti thi.
Jab bhi milti thi mujhse, yehi pucha karti thi...
Ye Mobile chalu kaise hota hai?
by Pak101.com (few years ago!) / 841 views
Similar Jokes
Zindagi mai kamiyab hony k do asool:
1- Kabhi kisi ko puri baat na batao.
2- ……!!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa suffering from cold was shivering. His son called a doc.
Doc: What happened?
Son: Bimari da tay pata nahin par baapu saver da VIBRATION mode te lagaya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Masterji students se bole-
Koi aashiqi wala sher sunaao.
Student:
Mota marta moti pe, Bhukha marta roti pe, Masterji
ki 2 betiyaan, Main to marta chhotipe
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki sadak par akeli jaa rahi thi,
pichhe se ek ladka bola : Ghar tak
lift chahiye kya?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ladki : Bhag jaa harami 3 din se lift
le rahi hoon abhi tak
ghar nahi pahuchi…..
.
Jo samje wo agaye forward kary baqi beth k pogo dekhy..:P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Pathan larki se: Hum se shadi karo tum ko Sawaab milega.
Larki: Woh kese?
Pathan: Hamara shadi hogi, bacha hoga.
Hum bachay ka naam Sawaab Khan rakhay ga.
by Abdul Hannan (few years ago!)
DO sardar jungle main ja rahy thay k ach
DO sardar jungle main ja rahy thay k achanak shair ( lion ) samnay a gaya .
1st sardar nay uski ankho main mitti daal di or bhagnay laga.
1st sardar: o nus v ..!!
2nd sardar: mitti ty tu pai ay..tu nuss..!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Gaane Tu Akela Sune
In an aeroplane Santa was trying to snatch the headphone from the Pilot
Pilot:What r u doing?
Santa:Ticket Hum Dein, Aur Gaane Tu Akela Sun rahe ho!
by Pak101.com (few years ago!)
Dulhe Ki Saaliya Joota Chupayi Ki Rasm Ka Pura Maja Le Rahi Thhi.
1st Sali: “Jiju, Main To 1100 Lungi”
2nd Sali: “Main 2100 Lungi”
Piche Santa Betha Ye Dekh Raha Thha, Kuch Soch Ke Bola.
Santa: “Arrey, Meri Maano To Nokia 2310 Lelo Usmein FM Bhi Hota Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA - BABA MUJHE KOI AISA KAAM BATAO JAHAN MUJHE KUCH NA KARNA PADE, LOG KAREN AUR MUJHE PAISE MILE.
BABA-JA BETA. "SULABH SHOCHALAYE" KHOL DE. .
by Pak101.com (few years ago!)
Aik saaheb ki binayi kamzor ho rahi thi. Wo aankhon ke doctor ke paas gaye. Doctor ne aankhon ka check up karne ke baad kaha: “ abhi aap ainak na lagwayain balkeh aap carrots khana shoro kar dain.”
In sahib ne kaha: “ lekin carrots to hamare kharghosh (rabbit) buhat raghbat se khate hain, yeh ajeeb ilaaj hai.”
Doctor: “kia aap ne apne rabbit ko ainak lagate dekha hai?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)