bbo semujhe ice cream le kar dain
Pathan : Abbo semujhe ice cream le kar dain
Baap : beta bohat sardi hai ess sardi mein zukam ho jaye ga
Pathan : koi baat naheen main coat pehan kar kha loon ga
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 900 views
Similar Jokes
Ustad Pathan se:
Allama Iqbal k ic shair ki Tashrih kro.
"Khol aankh zmin daikh, falak daikh, fiza daikh, Mashriq se ubharty hoy soraj ko zra daikh"
Pathan: Ic shair me Alama Iqbal kehtay hain k
"GOOD MORNING"
have a nice day.
by lescol (few years ago!)
Museum Administrator: That's a 500-year-old statue u've broken.
Banta: Thanks God! I thought it was a new one
by Pak101.com (few years ago!)
An old man married a young Girl, Someone asks the GiRL: Aap ne in mein Shadi ke liye kiya daikha?
Girl: Aik to inki INCOME or dosray in ke Din kam.
by tanveer hussain (few years ago!)
Without shaadi Spiderman
Shaadi ke din superman
Shaadi ke baad Gentleman
Aur
B.V khobsurat ho toh saari umar watchman..
by haleema sadia (few years ago!)
kid: dad agr apko pata chalay k mai 1st aya hoon tou apko kaisa lagay ga???
dad: mai khushi say pagal ho jaoun
.
.
.
kid : bas isi waja say mai fail ho gya :
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistani: Mera beta bada ho raha hai. Voh sweet girlfriends ke sath bahar ghoomne jana pasand karta hai.
Indian: So sweet, mera beta to tumare bete se kahin aage hai, voh sweet girlfriends ke sath ghar ke andar rehna pasand karta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Shaadi ke baad pati ne pucha: Tumhare shadi se pehle kitne boyfrnd the?
Wife ne 1 lifafa dia.. Jisme chawal ke kuch dane aur 200 Rs. the.
Pati: Ye kya?
Wife: Main jab bhi boyfriend banati thi to 1 chawl ka dana isme daal deti thi.
Pati (Dane gin ke): Bus 7? Aur ye 200 Rs. Kyun?
Wife: 4 killo chawal bech diye the
by tanveer hussain (few years ago!)
Aik Pathan English sekhne Obama k pas gya.
2 Maah bad wapas aaya to usay call aayi.
Pathan: Who is speaking?
Dosri taraf: Khocha hum Obama bolti hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Kehty Hain Larki K Hath Ma
Barkat Hoti Hai,
Bilkul Sahe
Q
K
2 Inch Ki CheeZ Hath Ma Do To 6 inch Ki Kr Deti Hai,
laga pogo
by Mazhar Khan (few years ago!)
Young girl: Dadiji,Aap k zamaane me 10-10 bacche
Q hote the ?
Old Lady: Beti Humaare time me bijali nhi thi.
Raat ko kon aya kon gaya malum nhi padta tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)