Ek Or Ice-cream Khaoge
Knjus-Ek Or Ice-cream Khaoge
Beta:Pr apne 1 icecream b nai dilai ab tk
Bap:Bhool Gye jab hum pichle sal yaha aye tha to 1 icecream nai khai thi
by Pak101.com (few years ago!) / 1153 views
Similar Jokes
Aap ka gadha aap se ruth gaya,
ja k nadi me dub gaya,
dubte hue bola.. "ab or dukh nahi
sahenge"
1 hi ghar me 2 nhi rahenge.
by khalid hussain (few years ago!)
Teacher : Y didn't U do Ur homework?
Santa: I'm in d hostel,
how can i do HOME work?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy: “I Love You”
Girl: “Main Bhi Tumse I Love You Kahoon To Kya Karoge?”
Boy: “Main To Khushi Se Marr Hi Jaunga”
Girl: “Ja Fir Nahi Kehti Jee Le Apni Zindagi“
by Pak101.com (few years ago!)
Memon : Toothbrush Dena
Mere Brush Ka 1 Baal Toot Gaya Hai
Dukandar : Aik Baal Toota To Naya Q Le Rhe Ho
Memon : Jo Toota Hai Na Wo Akhri Tha
by Pak101.com (few years ago!)
Boy : Why You Did Not Close Your Eyes When I Kisses You ?
.
.
.
.
….
.
Girl : Kaminay .. Last Time Eyes
Close Ki Thein, Tab Tu Ne Mere
Purse Se 500 Rupy Chura Liye The …
by Pak101.com (few years ago!)
Laloo's Son: Papa, aapki shaadi me kitna kharcha aaya tha?
Funny Laloo: Meine kabhi hisab nahi lagaya, par mein aaj tak uss ke liye pay kar raha hu.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aurat ne ishara krke taiz a rhi bus ko roka.
Driver: Kaha jana hai?
Aurat: Jana to kahin nhi hai..
Bacha ro raha hai.
Zara bus ka horn poo-poo baja do..
by Pak101.com (few years ago!)
1 bander ne apni maan se pocha k maan hum itne bad sorat kiun hote hain,
maan :beta Allah ka shukar adda kar is ko to dekh jo message parh raha hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Rancho : "1 Over me kitni Ball Fenki jati hai??"
Virus : "6 Balls"
Rancho : "Galat Jawab, 1 Over me 1 hi Ball 6 times
fanki jati hai."
Think Differnt.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Apna mobile uthao, hamara dil apko kuch batana chahta hai..
Choro mobile wapas rakh do
Irada change ho gaya.
Phir kabhi...
by Pak101.com (few years ago!)