Pathan
Pathan: Aaj mai bus ke peche bhagty howe ghar tak aya hon, owr karaye ke 20 rupey bhi bacha leye.
.
2nd Pathan: Tum boht bewakof ho, Rekshe ke peche bhagty tu 80 rupey bach jaty
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 846 views
Similar Jokes
Pathan:
Public Toilet mei Gaya to
Diwar Pr Likha tha
Dunya Chand Pr Pohnch gai hy
Aur
Tum Yahan Bethay ho
Pathan
Nechay Likh Aya
Bus
kar k
Hum B ja rha hay!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Waiter: Khan Sahb, 10 Rs Tip To Meri Insult Hy..
Khan: To Phir..?
Waiter: 20 Rs To Hon..
Khan: Main Tumhari Double Insult Nhi Kr Skta..!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher:
What Is The Difference
Between Orange & Apple?
Sardar:
The Colour Of Orange Is Orange
But The Colour Of Apple Is Not Apple:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shaadi k turant baad pati k phone me Bibi ka naam:
My Life
mahine baad: My Wife
saal baad: Home
10 saal baad: Hitler
15 saal baad: WRONG NUMBE
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:aik kala bulb dena.
Dukandar:kala bulb ka kia karna hai?
Sardar:dopahir me sone k lye andera karna hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Daughter : Mummy khana kaise banaya jata hai.
Mummy : Pinky, meine kitni baar tumse kaha hai ki apne papa ke kaam
ki baat mujhse mat pucha karo!!
by Pak101.com (few years ago!)
Chhota bacha dukandar se : uncle
gora karne wali cream hai ?
Dukandar : haan hai beta.
Bacha : to saaley lagata kyu nahi.
main roz dar jata hu ....: P :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhikari Pathan Se: Mujhy Khaany ko Kuch Mil Sakta hai.
Pathan: Kal Ki Roti Kha lo Gay?
Bhikari: G Han.
Pathan: Acha to Phir Kal Time Se Aa Jana
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 sardar ghar se nekla tu daikha ke samnay kailay ka chelka para howa tha
Sardar: O mere khudaya.. Aaj phir phisalna parega
by hearthackervsgirls (few years ago!)