Santa-Tumne Kabhi Koi Larki

Santa-Tumne Kabhi Koi Larki Phansai hai?

Banta-Yaar Larki To Maine Phansa li thi.

Par Tum Logo ne ye Mohalla hi Chor Diya. :-

by Pak101.com (few years ago!) / 999 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Bacha Apni Dadi Se

Bacha Apni Dadi Se: Kya hum humesha 5 hi rahenge na?

Aap/papa/mom/behan aur mai.

Dadi: Nahi jab tumhari shaadi hojaye gi to hum 6 ho jayenge.

Bacha: Phir Behan ki Shaadi hogi to hum phir 5 ho jayenge na.

Dadi Pyaar se: Nahi jab tumhara Beta ho jayega to hum phir 6 hojayege.

Bacha: Phir jab tum marr jao gi to hum phir 5 hojayege

Dadi:haram khor soja chup kr k..

by Pak101.com (few years ago!)
maa baap ko dekhne se sawab milta ha

Son : abbu g mein ne suna ha k maa baap ko dekhne se sawab milta ha.

Father: jis tarah tu chup chup k dekhta ha kaminay us tarah dekhney se gunah milta ha.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Student



2 students raat mai parhty howy

1st: what's the time?

2nd ne pathar utha kar samny ghar par mara

1 aurat nikli owr gussy se boli "Kameeno Ab tu so jawo raat ky 3 baj gaye hen

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Police Wala Thanay main

Police Wala Thanay main ek Mulzim ko bht maar raha tha..

Aur us par bht saare ILZAAM lag raha tha..

Isi dauraan usko phone aaya ke us ke ghar me BETA paida hoa hai..

FoneSun ker us ne doosron ko batya , ye sun kar Mulzim ghussay se Cheekha..

“DAAL de .. ye CASE bhi mere uppar daal de” :P

by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher And Student

Teacher: Tum late kion aye ho?
Student: Ammi Abbu lar rahy thay eslie
Teacher:Wo lar rahay thay tu tum kion late aye
Student: Mera ek joota ammi ke pas tha owr ek abbu ke pas

by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
America Mobile

America-Mobile Hamari Khoj Hai. China-Sim Card Hamari Khoj Hai. Japan-Sms Hamari Khoj Hai. Koriya-Blootuth Hamari Khoj Hai. INDIA-MISS CALL HAMARI KHOJ Hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Husband wife and english

Husband wife ko English sikha raha
tha.
Wife dopehar me husband se:
dinner lo Ji.
Husband Jahil ye dinner nahi lunch
hai.
Wife: Jahil tu, Tera baap, Tera Sara
khandan,
ye raat ka bacha hua khana
hai. =D

by A. Sami (few years ago!)
Sardar

Sardar was standing in door with a Gun in hand
Bewi: Yahan kion khary ho
Sardar: Shair ky shikar par ja raha hon
Bewi: tu jawon na
Sardar: Kaisay jawon bahir kutta baitha hai

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Baniya: Bhai Kela Kaisa Diya…

Baniya: Bhai Kela Kaisa Diya…
Falwala: 1 Rs Ka Ek..

Baniya: 60 Paisa Ka Deta Hai Kya?

Falwala: 60 Paise Mein Toh Sirf Chilka Milega..

Baniya: Yeh Ley 40 Paisa, Chilka Rakh Aur Kela De

by Pak101.com (few years ago!)
Dono Chutti Wale Din Paida Howe

Teacher: Qaid-e-Aazam Aur Allama Iqbal Main Kia Cheez Same Hai?


Pathan: Dono Chutti Wale Din Paida Howe

by Abdul Hannan (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook