Funny
Atif : “yar farhan! Mein ne suna hai keh mosiqi ke asraat se pani kholta hai.”
Farhan: “ yeh to sach hi hoga kiun keh jab tum gana gate ho to aksar mera khoon kholta uthta hai.”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 847 views
Similar Jokes
Chemistry Teacher: Oxygen ki Khoj 1858 me hui thi.?Santa:-Thank God mera janam usse pehle nahi hua varna main to ghut-ghut ke mar jata.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Agar Do Peepal K Darakhton Ko
Aik RaBi Se Baandh Diya Jaye
To Us RaBi Ko Kya Kahen Ge?
Sardar: Us Rabi Ko Bolenge
“Nokia” (Connecting Peepal):-)
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko Jumlay mai estimal karo
"Mun mai pani ana"
.
Sardar Student: Jese hi mai ne nal ko mun se lag kar nal chalo kia tu mere mun mai pani agia
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Shadi ki raat Husband confuse hogaya
Ke biwi se kia bolon!!
.
Akhir wo bola
.
Aap ke ghar walon ko maloom hai,
Ke ap yahan mairy sath ho??
by Pak101.com (few years ago!)
On A Romantic Day Sardar’s Girlfriend Asks Him
Darling On Our Engagement Day
Will You Give Me A Ring
Sardar :
Ya Sure, From Landline Or Mobile
by Pak101.com (few years ago!)
Beta:papa aaj meri girlfrind ka birthday ha Use kya du
Papa:dekhna me kaisi hai
Beta:mast hai
Papa:mera number de da
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mard zyada sharif hain ya aurtain ?
Pathan
Ans. Mard
Q k Mardon Main
UMar Sharif
Nawaz Sharif
Shehbaz Sharif
HaMza Sharif
Jab k aurton Me sirf
Babra Shrif
aur
Amna Sharif
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Sardar looking at sky asks another Sardar :
Is that a sun or moon?
Other Sardar replies :
Oye ! No idea…Im new to this city..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Police Afsar PATHAN se:
Tumhari maadri zuban kon si hai?
PATHAN: Koi nahi..
Police Afsar: Kyun?
PATHAN: Meri ammi goongi thi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police:
Tumhe Kal Subah 5 Baje
Phansi Di Jayegi
Sardar: HA HA HA!
Police: Kyo Hass Rahe Ho?
Sardar: Mein To Subah 8 Baje Utthta Hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)