Kya Tum Mumbai Ja Rahe Ho
1st Behra:
Kya Tum Mumbai Ja Rahe Ho?
2nd Behra:
NaHi,
ME To Mumbai JaRaha Hu
1st Behra:
Accha,
ME Samjha Tum Mumbai JaRahe HO.!!
by Pak101.com (few years ago!) / 941 views
Similar Jokes
Sardar aik deewar k sath kahra susu karne main masroof the kah chat pe khari aurat boli
Oye “nazar nhi aa raha deewar hai”
Sardar: thora angel change kar k daikho nazar aa jae ga
by Pak101.com (few years ago!)
Aik admi apni bewi ki qabar par kara zor zor se panka chala rahata aour rorahatha. Kisi na kaha itni mohabat. Bola ke marna wali kehkay gaye the ki meri qabar ki miti khoshk honai se pehle doosri shadi nahi karna. Kon kambakht har roz qabar par do balti pani dal kar chala jata hai.
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
Mohabbat
ISHQ
Pyar
ye 3 Cheeze Har Tufaan ka Muqabla KR sakti hai
Magar Ek Cheez in Sab Ko Khatam Kar sakti hai
Aur Vo hai Mummy Ki Chappal.
by Mohammad Ali (few years ago!)
English Teacher : Do you know the importance of a period?
Kid:" Yeah , once my sister said she has missed one ,my mom fainted, dad got a heart attack and our driver ran away."
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne apni Qaza Namaz ada krny ki sochi
Namaz se pehly unchi awaz me niyat ki
2 rakat Namaz Qaza Fajar
4 November 1996
5:20 purana time.
ALLAH O AKBAR
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
life me kabhi serious na hona
tention na lena
always find time 2 laugh
varna log kahenge ghor kalyug aya he aj kal CARTOON b nahi haste
by Pak101.com (few years ago!)
Question:what is girlfriend ?
Answer: jo her bat pe tok tok ker tumhari her adat badal day or 2 sal bad kahay "Ab tum pehlay jaisay nahi rahe."
by Pak101.com (few years ago!)
Santa asked his frend,"kya tumharay underwear mein suraakh hain?"Frend replied "No"Santa said,"tou phir taangain kahan sey daalta hai saalay..."
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : Ye aap ki shirt per lipstick ka nishan kahan se aaya?
Husband : Mein khud paresaan hu nishan dekhkar. Maine tu uss wakt shirt utari hui thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Jb 1 Aurat dosri se baat karti hy to
Shetan 1 corner me khamoshi beth jata hy
Or
Sirf Seekhta hi nahi hy
Notes Banata Hy Notes.
by Mazhar Khan (few years ago!)