Banta: Dulha Ghodi Par Kyo Baithta
Banta: Dulha Ghodi Par Kyo Baithta Hai,
Dulhan Ko Nahi?
Santa: Ghodi Par Baitha kar Dulhe Ko Bhagne Ka Akhiri Mauka Diya Jata Hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1032 views
Similar Jokes
Dekh Ke Roop Tera Suhana
Yaad Agaya Dadi Amma
Ka Khil Khilana
Itni Ho Gayi Ho Tum Purani
Ab To Bas Kardo...
Ladko Ko Patana...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Gabbar: are oh sambha ye kon log he jo SMS nahi karte
Sambha: sardar ye woh log hai jo miss call karne ke bad b balance check karte hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik Sardar Apnae Marriage Certificate ku 1 hour sae Dekh raha tha.Begam Ai Booli, Tusi inni Dair Say Kia Dekh Rahe Hu?Sardar Bola, Expiry Date Dekh raha hoon
by Pak101.com (few years ago!)
PROFESSOR:Akal badi yah bhais?
MUNNA: Pehlay dono k date of birth bata mamu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar:Tum shadi shuda ho?
Pathan: Han, humara aurat say shadi hua ha
Sardar: Bewakuf, to kia mard se b shadi hoti ha
Pathan:Han humara bahen ka hua hai.
by Pak101.com (few years ago!)
ik sardar apny gar k bahar exercise kar raha tha
qareeb se ghuzarty hoay admi ny kaha
"wa sardar sahib kia body hai"
Iss pr sardar bola ..........
ye to kuch b nai andar ja kar meri biwi ko dekho
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boy:tum kon si cream use karti ho?
Girl(itra kar):koi bi nai.
Boy:to kar lia kar kali bangalan
ooo teri khair direct izat ka falooda
by Sabir shah (few years ago!)
Do bachche aapas main baat kar rahe the.
Pahle bachcha:-pata hai,mere papa kal nai mummy
laye hain ,wo bahot achchi hai.
Doosra bachcha:- pata hai pata hai, pichle saal who
meri mummy reh chuki hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Molvi Pathan Se: Ghusal k Kitne Faraaiz Hain ?
Pathan: 3
Molvi: Shabash Kon Kon Se?
.
.
.
.
.
Pathan: Shampoo, Saabun Aur Toliya.
by Mohammad Ali (few years ago!)
A Boy Said:
Its Easier To Pick Up A Girl Of Weight 50 Kg, Wen?
in Romantic Mood
Bt
......Its Quite Difficult To Pick Up A
"Bori Of Atta" Of Weight 20 Kg
Wen?
Mother says ;-)
by ubaid ur rehman (few years ago!)