girl- meri ek ek saans pe ek ek

Girl- meri ek ek saans pe ek ek ladaka marta hai

boy-toh tum koi accha sa toothpaste kyu nahi use karti...

by Pak101.com (few years ago!) / 873 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Traffic Police

Traffic police:tumhara scooter itna uchhal kyon
raha hai?
Scooter chaalak:-huzur, scooter nahin uchhal raha
hai. Mujhe hichkiyaan aa rahi hain.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek chor

Ek chor Sardar ka mobile le kar bagh gyia.
Dost: wo tumara mobile le kar bagh gyia or tm hanas rahe ho,
Sardar: bagne do charger tu mere pass hai.

by Mohammad Ali (few years ago!)
Naalayko Kabhi Padd Bhi Liya Karo

Pita Ji Ne Apne Bete Ko Gusse Se Dant Te Hue Kaha

Baap: “Nalayak Kabhi Tumne Apni Koi Book Khol Ke Bhi Dekhi Hai?”

Beta: “Haan Papa Roz Kholta Hoon Ek Book”

Baap Hairani Se: “Konsi?”

Beta: “Facebook“

by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar ji ki shadi hui.

1 sardar ji ki shadi hui.
Rukhsati k waqt dulhan pehle maa k galay lag k roi,

Phir baap k, phir bhai aor behan k galay lag k roi.

Sardar ji ne dulhan le jane se inkar kr dia or kaha

“aey twade kolon chup nai hondi te mere kolon kinj howe gi.

by Pak101.com (few years ago!)
Doctor to Minister

Doctor to Minister : Mantriji aapki biwi maa banne wali hai.

Mantri soch me pad gaya
Doctor : Kya hua mantrijee

Mantri : Samajh nahi aa raha sala kaun FARZI-MATDAAN kar gaya..!!

by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Ko uska Susar Jootay Maar Raha Tha:

1 Pathan Ko uska Susar Jootay Maar Raha Tha:

Aadmi: Q Maar Rahy Ho?

Susar: Iski Biwi ne Hospital Se Isay SMS Kya,
TUM BAAP BAN GAYE HO.

Isne Apne Saary Doston Ko Forward Kar diya

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hamaara gaadi petrol sestart hoti hai.

Sardar : What is the name of your car ?
Lady : I forgot the name, but is starts with "T".
Sardar : Oye Kamaal ki gaadi hai,
Tea se start hoti hai. Hamaara gaadi petrol se
start hoti hai.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aap mere papa ko nahi jaante

Teacher: Tumhare papa 500 rupees loan lete hai. 10% interest ke hisab se woh 1 saal baad loan vapis karte hai. Batao kitne paise vapis karenge?

Banias son: Kuch bhi nahi.

Teacher: Tum maths nahi jante.

Baniss son: Main toh maths janta hoon, par aap mere papa ko nahi jante.

by Pak101.com (few years ago!)
Agar electricity nahi hota to kya hota?

Santa: agar electricity nahi hota to kya hota?

Banta: raat mein candle light mein TV dekhna padta tha

by Pak101.com (few years ago!)
Dusre doctor ke paas

Wife: Sunoji, doctor ne muze aek mahine ke liye aaram karne ke liye kisi hill station pe jane ko kaha hai, ab hum kaha jayenge ?

Husband: Dusre doctor ke paas.......

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook