Teacher: Tumhaare aur harish ka
Teacher: Tumhaare aur harish ka answer ek jaisa hai, woh kaise?
Student: Kyunki question ek hi tha na masterji, isliye.
by Pak101.com (few years ago!) / 909 views
Similar Jokes
Pathan Ko Aik Bandar Mila. Wo Usay Police Station Le Gaya.
Inspector: Isay Zoo Le Jao
Aglay Roz Inspector Ne Pathan Ko Bandar K Saath Bus Stop Pe Dekha
Inspector: Isay Zoo NahiN Le Kar Gaye?
Pathan: Kal Main Isay Zoo Le Gaya Tha, BaRa Maza Aaya. Aaj Hum DonoN Film Dekhnay Ja Rahay HaiN
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Faqeerni:a bhaiya 1 rupya dede 3 din se bhuki hun.
Santa:3 din se bhuki ho to aik rupee ka kia karen gi?
Faqeerni:wazan dekhun gi kitna kam huwa hai
by Sabir shah (few years ago!)
1 Murgi ne india pakistan border par 1 Anda diya.
Dono desh
1 ande k liye larrne lage,
Faisla hua jo dusre desh ki zyada ladkiyo ko kiss karega anda uska hoga,
Indians ne 20,000 pakistani Ladkiyo ko kiss kiya,
Pakistani excited ho kar bole:= Ab humari bari hai.
Indians:= Chhoro yaar Anda tum hi rakh lo
by Pak101.com (few years ago!)
Santa apni girl friend ko i love you kehta hai aur gir jata hai. Pher kehta hai aur gir jata hai
girl:ye kia kar rahe ho
santa:oye i am filling love
by Sabir shah (few years ago!)
Husband 2 Wife:
Parda Karlo Aagey Sindhiyon Ka Area Hai Thori
Dair K Baad
Wife 2 Husband: Ab Tum Parda Karlo Aagey
Pathano Ka Area Hay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A boy has a lot of fun with her girl friend and has a great time too…
After that he find a boy’s photo in her bag and replied “Is he your Ex-Boyfriend”
Girl kissed the boy and said “No it’s me before my surgery”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar pappu k saamne sher aa gaya…
usne upar dekhte huye kaha:
“bhagwan, main to mar gaya”
Us din bhagwaan ji bhi mast mood mein the,
Upar se awaaz aayi:
“ek patthar utha, aur sher k sarpe maar de”,
Pappu ne patthar uthaya aur sher ke sar per maar diya,
Phir upar se awaaz aayi :
“Beta, mara to tu ab hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Bhains par baithe ek gujju ko Traffic Police ne roka
aur poocha: tumhara helmet kahan hai? Fine
lagega.
Gujju replied: baawle dhyaan se dekh neeche! 4
wheeler hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Two Sardars
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
chinese lady pakistani lady se:
"Mere Husband ka Chalte Chalte intiqal Ho Gaya.
Pakistani Lady:
..."Bus Behan , China ki Cheezon ka Yehi Masla Hai...
by Tanveer Hussain (few years ago!)