Teri bhen da khasam
1 zoo me ek tota english, urdu,
punjabi bol sakta tha....
Ek admi ne 3 zubaney check karne
k liye us se pucha....
Who r u ??
...Tota- i m parrot
admi- tum kon ho ??
Tota- mai tota hoon..
Admi- tu kon aein ??
Tota- teri bhen da khasam... Saleya
tenu ik war das te dita a k mai
tota wa
by Engineer Rizwan (few years ago!) / 1031 views
Similar Jokes
Sardar Ky Ghar& ky Bahir Name Plat Lagi Thi:
Wife: MSC:
Husband :FSC: Kisi Ne Poocha:
Sardar g App Aur Apki Bivi Ne Kis Subjacet Mein
FSC/MSC Kia
Hai? Sardar:Subjacet Da Te Pata Nai Name Plate
Da Matlab Ay:MSC:MotherOf Seven Children Aur
FSC: Father Of Seven Children
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: “Kitna padhey likhe(qualified) ho?”
Banta: “B.A.”
Santa: “Saala, 2 akshar padha, woh bhi ulta?”
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ki ladai apne baap se ho gayi
To usne apne baap ki photo kabristan me 1 ped pe latka diya
Aur Niche Likha
"COMING SOON"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Facebook : hahaha i wont let u study x-D
.
.
.
Me : Plz dont do this to me..i beg u..
... .
.
.
.
Facebook : ok then log out and study..!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Me : yaar tu to bura maan gya... achha chal u win... show me whats new?
by Pak101.com (few years ago!)
Air Hostess to Raaz in plane-Raaz Sahab Aap Kya Lenge?
Raaz-Mai Neeche Uter kar Rickshaw Loonga
by Pak101.com (few years ago!)
wife:mere irade bade nek hai,aap 1000 me se 1 hai. Husband: dimag ke hum bhi don hai,pehle ye bata kamini,baki ke 999 kaun hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Humara Ghar To Ground Floor Par Hai
Santa ka student raste pe jate hue Santa se poocha, "Sir! Apko lift chahiye kya?"
Santa ne thoda sochke kaha, "Nahi, humara ghar to Ground floor par hai"
by Pak101.com (few years ago!)
Ustad Pathan se:
Allama Iqbal k ic shair ki Tashrih kro.
"Khol aankh zmin daikh, falak daikh, fiza daikh, Mashriq se ubharty hoy soraj ko zra daikh"
Pathan: Ic shair me Alama Iqbal kehtay hain k
"GOOD MORNING"
have a nice day.
by lescol (few years ago!)
Teacher: Aaj pehli bar tum class mein
baaten ker rahey ho, Humesha
tum nazren jhuka ke mere lecture sunte thy.
Madam: Aaj Mera SMS package khatam ho gaya hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
2 charsi cricket match dekh rhay thy.
Afridi ne 6 mara.
Pehla charsi: Wah kiya goal kia hay.
Dusra charsi: Bewaquf goal is me nhi, cricket me hota hay.
by Pak101.com (few years ago!)