Sardar Ki Girlfrend
Sardar ki girlfrend in romantic mood
“Ghar pe koi nahi hai Aa jao
Sardar:
“Tu mere ghar aja mery ghar mein sab log hain
tera dil laga rahega”.
by Razzi (few years ago!) / 960 views
Similar Jokes
'Pappu: Daddy idhar aa...
Maan: Aise nahin bolte beta, daddy ko izzat se bulate hai.
Pappu: Bapu, izzat ke sath idhar aaja.'
by Asim Raza (few years ago!)
Munnabhai: Aey circuit note ke upar ke gandhiji hamesha muskurate hue kyun rehte hai?
Circuit: Kyuki agar woh roo pade to note bheeg jayenge.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa Angoor bech rha tha Magar Keh rha tha
"Aalu Le Lo Aalu"
BANTA: Ye to Angoor he
Santa: Chup ho ja Warna Makkhiya Sun legi
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi (shohar se): Mai ghar chor kar ja rahi hun.
Shohar(ghusse se): Jaan choro.
Biwi: Yeh aap ki Jaan kehne ki aadat bhi naa mujhe hamesha rok leti hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Qatil: Try Karna Umar Qaid Ho
Phansi Na Ho
Pathan Lawyer: Dont Worry
After Court Qatil: Kia Hua
Pathan:
Bohat Mushkil Se Umar Qaid Hoi
Adalat To Riha Kar Rahi Thi
by Pak101.com (few years ago!)
1st Child: Mere Papa Bahut Darpok Hain.
2nd Child: Why?
1st Child: Jab Bhi Road Cross Karte Hain, Meri Ungli Pakad Lete Hain aur kehte chhodna mat.
by nadeem (few years ago!)
Kal 125 logo ko bewakoof banaya. Kaise? niche dekho.. . Bas, Aise hi.. Ha...Ha... Ab 126 HOGAYE.....;-> More................
by Mazhar Khan (few years ago!)
True bravery is to arrive home
Fully drunk?
A late night out?
And mom waiting with a jhadu(broom)
And u ask: ?Hey mom, abhi tak safai kar rahi ho.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Patient: Doctor, Yeh mera pehla operation hai….thoda dhyaan se operate karna.
Trainee Doctor: Areay bhai daro mat… yeh mera bhi toh pehla operation hai “Bhagwan Pe Bharosa Rakho”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Ek Hathi Tha, Uske Samne 12 Kele The, Usne 11 Kele Liye, 1 Nahi Khaya Batao Kyun?
Kyun Ki 1 Kela Plastic Ka Tha.
Chal Ek Aur Is Baar Phir Hathi Tha, Phir 12 Kele, Usne 12 Ke 12 Nahi Khaye, Batao Kyun?
Is Baar Hathi Plastic Ka Tha.
Chal Ek Aur, Is Baar Asli Hathi Tha, Asli 12 Kele, Usne 12 Ke 12 Nahi Khaye, Bata Kyun?
Kyun Ki Kele TV Mein The.
Chal Ek Aur, Is Baar Phir Asli Hathi, Asli Kele, Hathi Aur Kele Dono TV Mein, Phir Bhi Nahi Khaye, Batao Kyun?
Dono Alag-Alag Channel Pe The.
Chal Ek Aur Is Baar Phir Asli Hathi Asli Kele, Dono 1 Hi Chhanel Pe The, Phir Bhi Nhi Khaye, Batao Kyun?
TV Band Tha.
by Pak101.com (few years ago!)