Saas: Bhagwan ne tumhe 2 aankhe
Saas: Bhagwan ne tumhe 2 aankhe di. Chawal me se 2-4 pathar nahi nikal sakti.
Bahu: Bhagwan ne tumhe 32 daant diye 2-4 pathar nahi chaba sakti kya.
by Pak101.com (few years ago!) / 904 views
Similar Jokes
Aik Pathan AdMi SamAndAr Me Dob GayA,Is Ne DUA ki YA ALLAH Mujhe NikAL De Me Teri Rah Me Aik ChAwAL Ki Degh Don Ga,To Aik LEHAR ne Isko BahAr NikAL DiyA,Is Ne BahAr a kAr KahA: KON SI DEGH?
ForAn 1 LEHAR Aai Or Isko WAPIS le Gai,
TO is ne Kaha: YA ALLAH meNe TO ye PUCHA thA KON si Deg MITHEE ya NAMKIN
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor: AP k 3 Dant kaisy toot gai
Patient: Ji Wo BV nay Karak Roti banai thi
Doctor: Tu Ap Khany sy inkaar kardaity.
Patient:Ji Wo hi tu kia tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Dafa 1 Chor Ne Apni Mangetar Ko Sonay Ka Set
Dia.
Mangetar Ne Khush Ho K Pocha Is Ki Keemat Kia H
Chor:Teen Sal ki Qaid
by Pak101.com (few years ago!)
Son: Papa Good News hai
Father: Kia?
Son: Apko yad hai na, ap ne kaha ta ke agar mai Exam me Pass howa tu ap mujhe 5000 rupey daingy?
Father: Han
Son: Apke 5000 bach gay
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
ik Sardar apnay kandhay per aik totay (parrot) ko bitha ker jaa raha tha..
Kisi nay pocha:”Yeh kon sa janwar hai? ”tota(parrot) bola: “Sardar”
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar got a job in AIRTel
custmr: Hello my AIRTEL sim loked what 2Do?
Srd: y don take tention remove airtel sim put
BSNL,thank u 4caling
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gabbar: are oh sambha ye kon log he jo SMS nahi karte
Sambha: sardar ye woh log hai jo miss call karne ke bad b balance check karte hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar was painting his room
.
Us ne Chat ko paint karkay
Diwaron par likha
"SAME AS ABOVE"
by Asim Raza (few years ago!)
Anath Ashram Manager to Bania:
Sethji, aap hamare anath ashram ke liye kya kar
sakte ho ?
Bania: Mein anath ashram mein apne 4 bachhe bhej
sakta hu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ke qabar ki pehli raat mai 52 fareshtay aye
.
2 farishtay Sawal poch rahy thay, owr baki 50 Pathan ko sawal samjha rahay thay.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)