ik Sardar apnay kandhay per
ik Sardar apnay kandhay per aik totay (parrot) ko bitha ker jaa raha tha..
Kisi nay pocha:”Yeh kon sa janwar hai? ”tota(parrot) bola: “Sardar”
by Pak101.com (few years ago!) / 1030 views
Similar Jokes
- interview -
Question: To bataiye PANI ke bina insan kese marega?
Answer- Sir, PANI Nahi hoga to insaan tairega kaise? Tairega nai to doob jayega!! den dead...
by Mohammad Ali (few years ago!)
Girl: Main Tumhary Pyar Mein
Marr Gayi Lutt Gayi Barbaad
Ho Gayi . . .
.
.
.
.
Boy: Main Kon Sa Tere Pyar
Mein BILL GATES Ban Gaya ..
by Pak101.com (few years ago!)
Train mein TT Sadhu se bola: Kahan jana hai?
Sadhu: Jahan Ram ka janam hua tha. TT: Ticket hai?
Sadhu: Nahin TT: Chalo
Sadhu: Kahan?
TT: Jahan Krishan ka janam hua tha.. Jail mein
by Pak101.com (few years ago!)
Raat ka time jab Munna aur Chinkie apnay bed room mien so rahay thay to phone ki ghanti baji.
Voice: Aray doctor sahab jaldi aayeay! Meray betay nay blade kha liya hai.
Munna abhi jaanay k liye tayyar hi hota k dobara phone aata hai.
Voice: Doctor Sahab! Aab aanay ki koi zaroorat nahi, meray husband ko shave k liye doosra blade mil gaya hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa: Yaar Sooraj Raat Ko
Kyu Nahi Nikalta?
Banta:
Kya Pata Nikalta Bhi Ho
Andhera Itna Hota Hai Ki Dikhai Kuch Nahi Deta.
by Pak101.com (few years ago!)
Larki Larkay Say: Janu Ab Hum Kb Milaingay?
Larka . Ye Tou Imran Khan,
Ya Tahir Ul Qadri Hi Bataen Gay K,
Agla Jalsa Kaha Ha…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Molvi to Zardari :
“Buray Kaam Chorh Do Warna ALLAH Ka Azaab Ayega”
Zardari :
“Buray Kaam To Parvez Musharaf Kar Gaya
Mein To ALLAH Ka Azaab Hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Funterr Bachi
Larka Bhagta Hoa 1 larki k Pas Gaya Aur Bola
"MAI TUM SE DOSTI KARNA CHAHTA HON"
.
.
.
.
.
.
.
Larki Boli : "To Hamari Dushmani kab Thi Bhayya?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher:btao bacho urdu ki pehli senlint movie kon si thi?
Papu:sir jb filam silent me thi to ap ko kaise pata chala k wo urdu me hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa ne 1 Intelligent sawal pucha,
or
Banta(Teacher)- bayhosh ho gaya!
Sawal tha...
BLACK is a color,
WHITE is a color
but,
BLACK & WHITE TV
is not a COLOR TV.
WHY?
WHY?
by Pak101.com (few years ago!)