Husband: Sir, meri wife gumm ho gayi hai
Husband: Sir, meri wife gumm ho gayi hai.
Postmaster: Bhai yeh postoffice hai. Ja ke policestation mein complaint likhao.
Funny Husband: Kya karun, khushi ke mare kutch samaj hi nahi aa rha.
by Pak101.com (few years ago!) / 1041 views
Similar Jokes
Boy: Ghire Baadlon Mein Teri Yaad Aati Hai,Sawan Ke Aane Se Teri Yaad Aati Hai,Barish ki Boondon Mein Teri Yaad Aati Hai :(
.
.
.
... Girl : Haan Janti Hoon Kaminay Ke Mujhe Teri Chatri Deni Hai :@
.
.
Boy : :OP
by Pak101.com (few years ago!)
Judge Mujrim Se: Tumhari Pehli Patni ki Maut Car Accident Main Hui,Jabki Doosri Ki Zeher Khakar Aisa Kyun??
Mujrim Judge Se: Doosri Patni Car Chalana Nahi Jaanti Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Sunny: Kal movie dekhi, usme na koi scene tha, na koi
aawaz.
Bunny: Naam kya tha film ka.
Sunny: NO DISC
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu LKG Mein Padhta Tha, Ek Baar Lagataar Chaar Din Se School Late Aane Par Madam Ne Kaha.
Madam: “Pappu, Tum Itne Late School Kyun Aate Ho?”
Pappu: “Mam, Aap Na Meri Itni Chinta Mat Kara Kare, Bachhe Galat Samajhte Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Aadmi Rozana
CHeeNi Ka Dabba Kholta Or Band Kar Ke Rakh Deta.
Why.?
Q
.
Ke Doctor Ne
Kaha Tha Ke
Rozana Apni
SuGaR Check
Kya Karo...!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa hospital mein ek nurse se kehta hai i love u,tumne mera dil chura liya,Nurse Sharmakar:chal juthe dil ko to haath bhi nahi lagaya humne to kidney churayi hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar Laaloo Yadav, America mein english seekhnein chale gaye.
Kai dino baad Rabri Devi ne America phone milaya aur Bush se poocha,
Laaloo ji ko englis ayaa ke nahin.
Bush replied, nahin, unkaa englis nahin aawat hai
by Pak101.com (few years ago!)
Boss: Tumhare Father ka kya naam hai?
Servant: Bijli Deen
Boss: Ye kaisa naam hai?
Servant: Sir, pehle unka naam Chiraag Deen tha,
lakin jab se Science ne taraki ki hai unhon ne apna
naam Bijli Deen rakh lya ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)