Laloo's Son: Papa, aapki shaadi me
Laloo's Son: Papa, aapki shaadi me kitna kharcha aaya tha?
Funny Laloo: Meine kabhi hisab nahi lagaya, par mein aaj tak uss ke liye pay kar raha hu.
by Pak101.com (few years ago!) / 821 views
Similar Jokes
Sharabi eyes donate karne gaya, Counter Clerk
asks: Kuch kehna chahte ho?
Sharabi: Jise lagao usse bata dena ye do peg ke
baad khulti hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek bacha exams mai fail ho gaya aur ghar aa kar zor zor se rone laga.
Baap ne us ko chup karwate hue kaha: Beta, sabr karo, tumhari qismat mai yahi likha tha.
Bacha (jaldi se) : Jee Papa, yeh to acha hua ke mai ne sara saal kuch nahi parha,warna sari mehnat zaya ho jati.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Lady Was Kissing A Lion Inside A Cage In Circus Ring Master:
“Anyone Can Do It?”
Sardar: Main Aata Hoon Lekin Pehle Lion Ko Hatao
by Pak101.com (few years ago!)
Apne smart hone par itna guroor na karo, Sab do din ki masti hai..
Aapki khubsurti bhi tab tak hai, jab tak FAIR & LOVELY sasti hai…!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...
Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota. -
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek jahaz mein teen aadmi safar ker rahey they. Ek amreeki, ek arbi or ek pakistani.
Amreeki ney jaib sey paisey nikaley or jahaz sey neechey gira ker kehney laga, “Hamarey mulk mein daulat ziada ho gyee hey”
Arbi ney sona phenk diya or bola, ��hamarey mulk mein sona bohat ziada ho gaya hey”
Pakistani sochney laga key mein kia karon, phir us ney dono ko jahaz sey dhakka dey diya or ooper sey cheekha, “hamarey mulk mein aadmi bohat ziada ho gyey hein”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mam:-Hanumaan Kiska Chhora tha?
Student:- Jaat Ka
Mam:-Woh Kaise?
STudent:- Uskay Kaam Jaato walay thay Ladai kisiki , Lugai Kisiki , Poonchh apni Phukwa li.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Bathroom Mein Betha Tha… Saamny Likha Tha
Paani Ka Ziyada Se Ziyada Istmaal Karein.
Wo Bethy Bethy 3 Lottey Paani Pi Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA-Time Kya Hua H?
BANTA: 2
S-Apki Ghadi Radio Se Mili H?
B-Ji Nhi Sasural se
by Pak101.com (few years ago!)
LECTURER: Write a note on Gandhi Jayanti.
CIRCUIT WRITES: Gandhi was a great man,
but maa kasam i dont know who is Jayanti.
Koi locha-lafda hoga buddhe ka!
by Pak101.com (few years ago!)