dost
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo,
Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo,
Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant,
Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
by Asim Raza (few years ago!) / 993 views
Similar Jokes
BHAKT - Bhagwan Mujhe Wardan Do Ki Main Marne Ke Baad Phir Zinda Ho Sakun
BHAGWAN- Ye Mere Bas Ki Baat Nahi Hai Putr, Ye Toh Sirf Ekta Kapoor Hee Kar Sakti Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Waiter: Khan Sahib 10 Rup Tip To Meri Insult Hai…
Khan: To Phir..?
Waiter: 20 Rup To Hone Chaiye Na…
Khan: Main Tumhari Double Insult Nahi Kar Sakta…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Patient: Doctor, kya aapko pakka yakeen hai ke mujhe cancer hua hai. kyunki ek baar kisi patient ka cancer ka ilaaj chal raha tha aur patient TB se mar gaya.
Doctor: Ghabraao nahi… agar main ilaaz karunga to tum sirf cancer se hi maroge…
by Pak101.com (few years ago!)
Qurbani k din bv shohar se:ap janwar kab lao ge?
Shohar:begam mujhe hi zibah kar lo
bv:gadho ki kamai halal hai magr qurbani haram hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Ak Mareez Ne Doctor Se Kaha,
Main Ek Month Se 50Rs. Ki Rozana Dawa Kha Raha Hoon
Lekin Mujhe Koi Fayda Nazar Nahi Aa Raha,
Doctor: Acha To Main Apko Kal Se 40 RS. KI
Dawai Dun Ga,
Jis Se Apko Roz Ka 10RS. Ka Fayda Nazar Aye Ga.
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!)
Maalik:
Abi tk tujh se machar nhi maray?
Mere kano me gunguna rahy han.
Nokar:
Sahab mene Machar Maar dye hyn,
ye to unki Biwiya hn Jo Vidwa ho
k Ro rhi hein..!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi gaon mein shadi karne ke liye ladki dekhe gaya
Baat karte karte ladke ne pucha: Bhen ji aap log kitne bhai bhen hain?
Yeh sunker ladki boli: Abhi tak to 2 the ab aapko milaker 3 ho gaye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki apne boyfriend ko papa ke paas milane le aya.
Kuch der tak baatein karne ke baad, papa ko uski beti ka boyfriend bilkul gadha laga..
Ladki ka Baap : Main nahi chahta ki meri ladki apni poori zindagi ek gadhe ke saath guzaare.
Ladki ka Boyfriend : Bus isiliye to main usse shaadi kar ke yahan se le jaana chahta hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
ak pathan estri beach rha tha to us sy ksi
sakhs ne pocha k istri kitne ki ha wo bola
1000 rupe ki us sakshs ne kha k 1500 le
lo to pathan ne kha nahi bahi ware nahe khata
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay rehna.
Pathan: Thanks Yara..
by Pak101.com (few years ago!)