Different roles of Funny Man
Different roles of Funny Man in life: Sagai ke time superman,,Shadi ke time Gentleman,15 saal baad Watchman,25 saal baad Doberman.
by Pak101.com (few years ago!) / 846 views
Similar Jokes
Teacher: Radio Or Akhbar Main Kia Farq Hai?
Pathan (Bohat Soch K):
Dekho Madam,
Akhbar Mein Hum Rotiyan La Sakta Hai,
Magar Radio Mein Nahi…
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa Apne Bete Se-Kya mai Tumhari padhne me help karu
Beta-Nai Dad,Mai Bina Apki Help ke hi fail hona Chahta Hu
by Pak101.com (few years ago!)
1st Sardar:
0ye Agar Neend Na Aye To Kya Kia Jae?
2nd Sardar:
Neend Ka Intezaar Karne Se Behtar Hai K Admee So He Jae
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
There was a mosquito and a dog who loved each other a lot.
One day the mosquito got excited and gave a love bite to the dog.
The dog became emotional and returned the love bite to the mosquito.
The next day…
Mosquito died of rabies and dog died of malaria…!!!!!
What a touching story!!!!!!!!!!!!!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: " Main Teri Jaan Kadh Davaangi", Da Future Tense Ki Hovega?
Santa: Saali, Tu Hath Laake Taan Dekh
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU-Doc. Mujhe aisa lagta hai jaise mere kaan me koi Gunguna Rahe Hai
Doc.-Aisa Kb Lagta Hai
GOLU-Jb mai kaan me headphone laga ke song sunta hu
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, lao chabi tala main khol deta hoon
Aur phir sharabee ne kaha, Tala toh main hi kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna
by Pak101.com (few years ago!)
1990 mian American bank ny "Bill Gates" ko 2 Lakh ka lone dainy sy inkaar kiya tha...
2001 main duniya k ameer tareen shaks "Bill Gates" ny wo bank khareed liya...
Or Aaj Ufone waloon ny mujhy loan dainy sy inkaar kya hy 15 rupee ka...
U just wait and watch...
(",)
<))>
_//_
Na Na Moafi ka to sawal hi paida ni hota sain..
by lescol (few years ago!)
Ek Murgi Ne Baaj Se Shadi Kar Li, Shadi Ke Baad Ek Murge Ne Murgi Se Kaha,
Murga: “Ham Kya Mar Gaye The Jo Tune Ek Baaj Se Shadi Kar Li? ”
Murgi Mayusi Se Boli: “Shadi To Main Tumse Hi Karna Chahti Thi, Par Pita Ji Ki Jidd Thi Ki Ladka Airforce Mein Ho“
by Pak101.com (few years ago!)
Larki.;K mat kar mera pecha ik din tu pachtay ga…
Colg k bahr aloo choolay ki shop lagay ga…
.
.
.
.
.
Larka.;- tu mat thokra mere peyar ko.
Ik din pachtay gi..
Usski alooo choolay ki shop pe bartan saaf karti nazar ay gi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)