A girl kiss a 5 year boy
A girl kiss a 5 year boy on face & he get mark of lipstik.
Girl-oh sory U got a mark on ur face.
Boy-Kuch achha karne se agar dag lagte he,to dag to ache hwe na?..:-)
by Pak101.com (few years ago!) / 830 views
Similar Jokes
Ma:beti shadi ke liye kon sa date fix kare?
Beti:22 Dec. Ma:Q?
Beti(sharmate huye):Suna
hai us din saal ki sabsi lambi raat hoti hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Ustad: chalti gari se kab utarna chahye?,
shagird: jab woh hospital ke pass ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Chinese Baccha Doosre Se:
Yaar Mere Abbu Ka Intiqaal Ho Gaya Hai
Dossra Baccha: Oh Yaar!!
China Ki Cheezo Ke Sath Yahi Masla Hota Hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
Gaou ka master ji bacho ku english parra raha ta-----
Bacho ye ,, M,, hy .
M say mother--maa--jaisay sheeday ki maa----
Dosray din master ji nay board pay W lika-- bacho ye kia hy??
aik bacha bola-----sir---hy tu ye sheeday ki maa --par aj is ki taangay oopar hy
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dad : Ess Baar exam me paas ho ya fail BIKE zarur dilaunga.
Son : Kaunsi bike?
Dad : Pass he to “APACHE”
college jane ke liye.
Fail hue to “RAJDOOT” dood bechne ke liye
by Pak101.com (few years ago!)
Govrment Ne Ellan kiya k jiske 12 bachey Hon gy Unhy 1200,000 Diye Jain gy
Husband: Mari G/f K Pas Mera 2 Beta Hy usko bi Le aata Hun 12 ho jaein gy
... Ghar Aya To 6 Bache Nahi Thy, Pocha Kahan Hy?
.
.
.
.
.
.
Wife: Tum akely ne Ellan Suna hai kiya ? ..
by Pak101.com (few years ago!)
Aik kanjus shaks ki murghi chori hoi is ne faisla kia kay das din tak roti nahi khaye ga takeh mughi ka noksan poora ho jaye do din khana khanay se wo bohat dubla ho giya. Aik din wo shahar jaraha tha rastey mein is sa ziada dubla aadmi mila kanjus is se kahne laga bhayi meri to murghi chori hogayi hai magar yun lagta hai jaisay tumhari bakri khogayi hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
MUNNA BHAI: Mamu, tu kitna pada hai? MAMU: B.A.
MUNNA BHAI: Sala, two akshar pada aur woh bhi ulta?
by Pak101.com (few years ago!)
A Dog Fell In Love With a Cat
But Dog's Parents Refused Cat
Guess Why?
They Gave a Solid Reason
Ladki To MUCHHO Wali hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
The best shair written on A rickshaw!
Ferrari ka Baap, Nissan ka Nana…
Yeh rickshaw chala raha hai pathan deewana
by Pak101.com (few years ago!)