Bhagwan ka shukar

Santa: bhagwan ka shukar hai ki India 14th August
ko aazad nahi hua..
Banta: Kyun??
Santa: Are yaar, Phir hum 15th August kaise
manaate ?

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1311 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Mobile company

Pathan mobile company mei job k lye gya
1st question k answer pr hi usay laat maar k bhaga
dia
Ques:Which is the most popular network?
Pathan: AL-QAIDA :-D :-D :-P

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mere Yar Ki Shadi Thhi?

Santa Banta Ko Gusse Se Bol Raha Thha.

Santa: “Yaar, Jab Mene Tujhe Khatt Likha Tha Ki Meri Shaadi Par Jaroor Aana, Tum Aaye Kyun Nahi?”

Banta: “Ohh Yaar, Par Mujhe Koi Khatt Mila Hi Nahi.”

Santa: “Mene Likha To Tha Ki Khat Mile Ya Na Mile Tum Zaroor Aana.“

by Pak101.com (few years ago!)
Tum Mujhe Bazaar Mein

Husband : Ari Bhagwan, Tum Mujhe Bazaar Mein "A.G." Kehke Kyon Bulaati Ho ? Kabhi Akele Mein To Mujhe "A.G." Nahi Kehti ?

Wife : Bazaar Mein Sabke Saamne "ABEY GADHE" Kahungi, To Kya Achchha Lagega

by Pak101.com (few years ago!)
Jail ko Hawalaat kiun kehte hain

1st man:jail ko urdu me hawalaat kiun kehte hain?
2nd man:kiun k jail me khane ko sirf hawa aur laat hi milte hain.

by Sabir shah (few years ago!)
Aap Hazaro Me Ek Hai

Sardar Ki Patni Sardar Se Boli

Aap Hazaro Me Ek Hai

Sardar Ne Ek Tappad Mara Aur Pucha Baki 999 Koun Hai?

by Pak101.com (few years ago!)
kya hukam hai mere aaqa

jin : kya hukum hai mere aaqa ?

Aaqa : yar mera eik kaam kar mere ghar se america tak eik road bana de!

jin : aaqa boht mushkil kam hai koi aur kam batao!

Aaqa : meri biwi ko mera furmabardar bana de..!

Jin : aaqa road single banani hai ya double ? ...

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bari khushi

Sub se ziyda khushi kis waqt hoti hai?





Jb ap computer chair se uthne lagen aur light dobara aa jae.

by Sabir shah (few years ago!)
Teacher. Class Ka Group Photo

Teacher. Class Ka Group Photo Dikhatey Huye:

"Jub Tum Baray Ho Jao Ge Tou Herat Se Photo Ko Dekho Ge Aur Kaho Ge Ke:

Yeh Nida Hai Jo Amarica Chali Gai.
...
Yeh Sana Hai Jo Londan Chali Gai.

Yeh Pappu Hai Jo Wahin ka Wahin Hai".

Pappu Jal Kar Bola:

"Aur Yeh Humari Teacher Hain Jin Ka Inteqal Ho Chuka Hai"

by Pak101.com (few years ago!)
Abu kal nu apnay ghar vicho 1

Sardar Kuri:

Abu kal nu apnay ghar vicho 1 banda ghat jana wa

aglay din wo larki bhag gai

Sardar: kam ta kuri ne changa nai kita par sigi oh NAJOMI !!!

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Son- Papa sab log shaadi karke

Son- Papa sab log shaadi karke pareshan hi hote hain to shaadi kyon karte hain.

Papa- Beta akal badam khane se nahi thokar khane se aati hai.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

What is the difference betwe..

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

Baap ne Bete ki Talashi Li

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Darling, if you marry me

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook