God Help Husbands
Ek husband god se bola, “India se Russia tak pakki sadak banwa dijiye.”
God bole, “mushkil hai kuch aur maang lo.”
Husband bola, “To phir aap meri wife ko samajhdaar aur aagyakari bana dijiye.”
God bole, “sadak single banana hai ya double.”
by Pak101.com (few years ago!) / 1041 views
Similar Jokes
MASTER:Kanjoos bole to koun
STUDENT:Hm chahe jitne b 'sms' karen uska 'reply' jo na kare Vo
MASTER:Uski ek example do
STUDENT: Aapki ki Beti
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi bhagwaan se bola,
india se America tak pakki sadak banwa dijiye.
Bhagwan bole: bahot mushkil hai kuch aur maang lo.
Aadmi bola: To phir aap meri biwi ko Bahot samajhdaar aur aagyakari bana dijiye.
Bhagwan bole, sadak single banana hai ya double.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife husband say :
aji sontay ho main aaj kal bohat kubsort hoti ja rahi hon
Husband:
tumhay kis nay kaha?
wife:
meri khubsorti daikh ker aab rotian bhi jelnay lagi hain
by Raju (few years ago!)
Chaandni raat ke romantic palo me premika ne kaha-
“Kaash! Agle janam me mai chaand banti!”
Premi- “Aur mai chandrama par utarne waala
pehla antriksh yaatri!”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ka Gadha Gum Ho Gaya,
Pathan Use Dhond'te HueEk Park Pohncha!!
Wahan Ek Larka Apni GirlfriendKi Aankhon Me Dekhte Hue KehRaha Tha...
Mujhe Tumhari Aankhon MeSari Dunya Nazar Arahi Hai.
Pathan Chillaya Or Bola,Bhai Dekhna Zara Mera GadhaNazar Arha Hai Kahin...:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: what is the scientific formula for water?
Sardar: h.i.j.k.l.m.n.o.
Teacher: nonsense! how did you derive that?
Sardar: auntie, it is H to O (h2o)!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
mom-sweety time kya hua?
sweety-mom clock kharab hai, torch do mobile mai dekh ke batati huin
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher 2 GOLU : Jis admi k Dono Hath na hon usay English main kya kahein ge?
.
.
.
GOLU:
... .
.
.
HANDS FREE !!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Jab Chhota Tha, Tabhi Se Vo Kuch Jyada Hi Smart Aur Chalaak Tha
Jab Vo Nursery Class Mein Thha To Vo Ek Ladki Ko Kiss Kar Rahe Tha, Achanak Se Madam Aa Gayi,
Madam Gusse Se Boli: “Kya Kar Rahe Ho?”
Pappu: “Mam, Isne Meri Vaseline Laga Li Thi Wahi Main Wapis Le Raha Tha“
by Pak101.com (few years ago!)
Police: aapki car ki accident kaise hua?
Santa: woh to mujhe bhi pata nahi hai sir. tab main so rahaa tha?
by Pak101.com (few years ago!)