SANTA-Bhiga sa lagta h
SANTA-Bhiga sa lagta h Alam mujhe
Bhigi si lagti h subah mujhe
Bhiga lag raha h sara jaha mujhe
BANTA-uth sale,bistar pr susu kr dia h tune.
by Pak101.com (few years ago!) / 912 views
Similar Jokes
Customer: yeh kya offer hai? TV liya to 10
kerchief free!!!
Salesman: TV serials dekhne ke baad aapki aansoo
ponchne ke liye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Okay, if you are a real geologist, you probably enjoy transferring geology vocabulary into everyday situations. For example, if you agree with what someone has said, you may say, You breccias! or My sediments exactly!
And if you are not pleased with the person's statement, you may resort to the old:
That's not gneiss!
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistan k logon ne agr
insaaniyat ki koi khidmat ki he
to sab se bari khidmat dusron
ko ye bata kar ki he k . BHAI
STAND OPER KAR LO :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ques: University mai sari larkiyon ke kitny naam hotay hain?
.
Ans: Sirf 4
.
1- Mairi wali
2- Tairi wali
3- Mairi bhabhi
4- Tairi bhabhi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Traffic police Wala
Buriya Se:Main Kitni
Dair Se Siti Baja Rha
Tha,
Aap Ruki Nahi?
Buriya:Beta Ab Meri
Siti Sun K Rukne ki
Umar Ni He.
by A. Sami (few years ago!)
Ma:beti shadi ke liye kon sa date fix kare?
Beti:22 Dec. Ma:Q?
Beti(sharmate huye):Suna
hai us din saal ki sabsi lambi raat hoti hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Jahan Khawab Wahan HBL Urdu Funny Jokes Aik Pathan ko khawaab main kisi ne QATAL kar dia. Subha uth k PATHAN ne apna HBL ka Account close karwa dia. Pata hai Kyun? Kyun k HBL aap k khawabon ko haqeeqat main bdlta hai jahan khawab waha HBL…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa apni girl friend ko I luv you kehta hai aur gir jata hai.
Girl: Ye kya kar rahe ho? Santa: I’m falling in love.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Larki Sardar Apus Mein Pyar Karte Thay
Larki: Sardar G Tusi Na Meri Zara V Parwa Ni Karday
Sardar: Oye Sohniye (Pyar Karan Walay Kadi V Kisay Di V Parwa Ni Karday).
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jota chupai ki rasm k waqt dulhay ki 1 sali ne kaha: main 1100 lungi
2nd sali boli: main to 2100 lungi.
Peechay se 1 SARDAR bola 2310 lay lo, us main FM bhi hai
by Pak101.com (few years ago!)