Urdu to english
Teacher:Dukh hamesha 7 rahta ha magar khushi ati jati hai ye english me btao
sardar:my wife is always with me but her sister come and go.
by Sabir shah (few years ago!) / 1214 views
Similar Jokes
Bacha:
Mene Hathi K Samne 12 Apple Rakhe
Usne 11 Khaye Aik Q Nhi Khaya?
Aadmi:
Hathi Ka Pait Bhr Gya Hoga.
Bacha:
Nhi
12wa Apple Plastic Ka Tha.
Acha Dubara Mene Hahti K Samne
12 Apple Rakhe To Us Ne Aik B Nhi Khaya Q?
Aadmi:
Saare
Apple Plastic K Honge.
Bacha:
Nhi Galat
Is Dafa Hathi Plastic Ka Tha.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kareena ko ladka hua ekdam kala
Saif bola tu gori main gora ladka kaise kala
Kareena boli tu hot main hot jal gaya saala
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kal Ka Kaam Aaj Mat Karo, Usko Kal Tak Rakho.
Kya Pata Us Kaam Ko Karne Ki Jaroorat Hi Na Pade”
By William Kaamchor
by Pak101.com (few years ago!)
Faqir:10rs dedo chai peyonga Seth:chai to 5 ki
hai.....Faqir: Girl friend ko b pelaonga.....Seth:
Faqiro ne b Grl Friend banalin.....Faqir:nahi saab
Girl Friend na Faqir bana dia ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Munnabhai : Ye Circuit !! Sala apun ke desh ko
kaun chala rahela hai ?
Circuit : Bhai….bole to apun ka desh to
SMS chala rahela hai….
Munnabhai : Abe kya bak raha hai?
Circuit : Bhai …sahi bola apun NE…SMS bole to …
Sardar Manmohan Singh !!
by Pak101.com (few years ago!)
Boy on a date with GF:-jaan main tumse ek baat
kahna chahta hoon?
.
GF:-Kya?
.
BF:-Iam already married.
.
GF:-Apne to mujhe dara he diya, main samjhi
aapke pass paise nahi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
AKBAR=Mujse Vada kr Teri Biwi ki pehli Kiss muje Lene Dega
BIRBAL=Vada Hujoor!
Par Meri b ek Shart hai
AKBAR=Bol
BIRBAL=Shadi apki Behn se krunga...
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar ne nayyi chaddi li
Gawon mai sab ko dhoti uta kar kaha mairi nayyi chaddi dekh len
.
Ghar aya tu dekha chaddi almari mai pari thi.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
BV: Kitchen Se Namak Lana
SHOHAR:
Yaha To Koi Namak Nhi Hai
BV:
Mjhe Pta Tha Tm Ho Hi Andhe
Tmhe Nhi Milega Is Lye
Phly Hi Le Ai Thi Mai:
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Aadmi Bus Driver Se Puchhta Hai: “Kitne Ghante Bus Mein Rehte Ho ?”
Bus Driver: “24 Ghante”
Aadmi Hairani Se: “Arrey Wo Kese ?”
Bus Driver: “12 Ghante Is Bus Mein, Doosre 12 Ghante Biwi Ke Bus Mein
by Pak101.com (few years ago!)