Hindi Boy to Punjabi Boy:
Hindi Boy to Punjabi Boy: Tum yeh belt laga ke bohot funny lagte ho.
Funny Punjabi Boy: Agar mein ye belt na lagaun to aur bhi funny lagunga.
by Pak101.com (few years ago!) / 967 views
Similar Jokes
EK AADMI MARNAY WALA THA. BACHO NE POCHA: PITAJI AAP MARNE K BAAD JALNA PASAND KROGE YA DAFAN HONA?
PITAJI: ABHI MAIN KUCH NHI KEH SAKTA. WESE, MARNE K BAAD MERE LIYE ISAY SURPRISE RAKHNA...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:kal mebathrom vich gya te uthy saap betha C
Srdarni:hy o raba fir tusi ki kita?
Srdar:kuj nai me saap nu kya” tusi karlo mera te vich e nikal gya ae.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
‘*KANWARA GHAZAL *
Ay Sard Sard Raat Mujhe “Bivi” Chahiye
Karni Hy Dil Ki Baat Mujhe “Bivi” Chahiye
Uljhi Hui Firaq Ki Raaton K Darmeyan
Tanha Hy Meri Zat Mujhe “Bivi” Chahiye
Bachpan Ki Zid Nahi Jawani Ki Bat Hy
Ay Merey lovly Maan baap Mujhe “Bivi”Chahiye
Chehry Sy Berukhi Ka Naqab Utar Do
Ab Maan Jao Bat Mujhe “Bivi” Chahiye
Dekhi Hy Main Ne Dulhan Mujhe braat Chahiye
kr di he akhri baat Mujhe “Bivi” Chahye
Dedicated to all kanwara
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kid (mobile cell phone par): Madam, mera beta aaj school nahi aaygea?
Madam: Aap kon bol rahe ho?
Funny Kid: Mere papa bol rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Apne 1 Saal K Bache Ko Hosptal Le Kr Gya
Dr: Isko Koi Sakht Cheez To Nai Khelai?
Pathan: Nai Kal Yeh Bohat Ro Rha Tha To Bas 1 Chutki Naswar Di Thi
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU:Meri billi mar gai
MOLU:kese mari
GOLU :Maine use nahala diya tha
M- nahalne se b kahi billi marti h
G-Maine nahalane k bad use nichod b thi
by Pak101.com (few years ago!)
What did the spectator miss when he went to the toilet?
The entire Pakistani Innings.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Sharab, Cigarette, Larkiyan Ye Sab Tumhari Jaan k Dushman Hain.
.
.
.
Beta: Jo Shakhs Apne Dushmano Se Bhaag Jaye Wo Mard Nahi Hota Abba. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Bathroom Mein Betha Tha… Saamny Likha Tha
Paani Ka Ziyada Se Ziyada Istmaal Karein.
Wo Bethy Bethy 3 Lottey Paani Pi Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko Jumlay mai
estimal karo
"Mun mai pani ana"
.
Sardar Student: Jese hi mai ne nal ko
mun se lag kar nal chalo kia tu mere
mun mai pani agia
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)