Ek sardar apni bhabhi ko
Ek sardar apni bhabhi ko buhat mar raha tha
logo ne pucha: kia hua sardar ji?
sardar ji bola: meri bhabhi achi aurat nahin he ji.
logo ne pucha: q kia hua?
sardar bola: yr dost mobile pe bat karte hein jis se bhi puchun,”kis se bat kr rhe ho?”sab bolte hein
.
.
.
.
.
.
“TERI BHABHI SE”……….
by Pak101.com (few years ago!) / 1149 views
Similar Jokes
santa ne ekk admi ke thappad maar diya..
admi- meri kya galti thi??
santa-tum salo galti karo iske liye hum intjaar thode hi karenge...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Dukhi Tha
Kisi Ne Pucha: Kyu Tension Me Ho?
Sardar: Yaar Ek Dost Ko plastic
Surgery K Liye 2 Lakh Diye,
Ab Saale Ko Pehchan Nahi pa raha hu
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar Cricket Khel Kar Aya,
Dost:
Kitnay Runs Banay?
Sardar:
Triple Century Hone Me 299 Run Baqi Thay,
Kanjar Ne Out Kar Dia!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki mah ki death ho gai,
ek saal bad sardar ka baap America sa wapis aya,
us na poucha teri mah kahan ha,
sardar bola wo to pichlay saal hi mar gai thi,
sardar ka bap ronay lga or bola
kuttay,kaminay to tu na mujhay btaya q nhi,
sardar bola,
Me na socha surprise don ga
by Pak101.com (few years ago!)
Chintu: Didi Ro Kyo Rahi Hai?
Maa: Wah Sasural Ja Rahi Hai.
Chintu: Mujhe Laga Use School Bhej Rahe Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: main driver ko nokri se nikaal rahi hun kyun k aj main doosri bar marte marte bachi hun.
Husbnd: Begum isy ek aur moka do. :-)
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa:-are yaar banta tere daant kaise toot gaye?
Banta:-hasne ke karan.
Santa:-who kaise?
Banta:-are yaar main ek pehalwan ko dekh kar han pada.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bacha Baap Se: Daddy Aaj Kal ki Aurton Par Yaqeen Nahi Karna Chahiye.
Baap: Beta Woh Kyon?
Bacha: Daddy Kal Teacher Keh Rahi Thi 3 or 3 6 Hote Hain.
Aur Aaj Bolti hai 4 or 2 6 Hote Hain. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ustad:kon sa parinda sb se taiz urta hai?
Student:hathi
ustad:na laiq tera baap kia karta hai.
Student:talban comander hai.
Ustad:shabash hathi hi sb se teez urta hai
by Sabir shah (few years ago!)
Machar ny 1 Aadmi ko din my kata.!
Aadmi ny kah!
Tum din ko b kaat’te ho?
Machar bola!
Zardari ka dor hy Ghar k halat kharab hain!
Overtime laga raha hon…
by Abdul Sami (few years ago!)