Ek darya k kinaray 2 Pathan
Ek darya k kinaray 2 Pathan chamach se darya main dahi daal rahe thay
Sardar ne dekha tau poocha: Khocha ye kia karti?
Pathan: hum lassi bana rahe hein.
Sardar: Ha ha ha. O pagal k bacha log is liye tum per lateefa banata hai.
Itna lassi tumara baap piye ga?
by Pak101.com (few years ago!) / 864 views
Similar Jokes
?45 Kg Ki Ladki Ko Uthane Me Ladko Ko Koi Pareshani Nahi Hoti,
But
18 Kg K Gas Cylinder Ko Uthane Me Ladko K Pasine Chhut Jate H, kyun?
by Pak101.com (few years ago!)
Bahu: Maaji, yeh abhi tak nahi aaye, kahi koi ladki ka chakkar toh nahi hai unke ?
Maaji: Are kalmuhi tu toh hamesha galat hi sochti hai, Ho sakta hai ke kisi truck ke niche aa gaya ho!
by Pak101.com (few years ago!)
3 women:
Topic: Husbnds se kaam krwana
American:
maine husbnd se kaha k ainda khana tum pakao gy
2nd din us ne kuch na kia
3rd din usne rost bna lia
German:
maine husbnd se kaha k ainda ghar ki sfai tm kro gy
2nd din wo chup raha,3rd din pora gar saaf tha
pakistani:
maine un se kaha k ainda kapry tum wash kro gy,apne sab kam khud kro gy
agly din mujhy kuch nazar na aya
2nd din bi kch nazar na aya
3rd din aankh ki sojan kuch utri to kch nazar aya..:-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Hindi teacher santa se: Woh ek sundar ladki khadi hai,
Isko doosre shabdo mein bayan karo.
Santa: Woh dekho yaaro tumhari bhabhi khadi hai…
by Abdul Hannan (few years ago!)
sardar: Mene kal easy load waly ko bewakoof banaya!
Boy: Woh kese?
sardar: Hum ne usko 100 Rupey dya or number galat likhwa diya... ;->
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sarkari Bas Me Bethna Nahi
Sarkari School Me Padhna nahi
Sarkari Dawa Khane Me Davai Karvani Nahi
Aur
.
.
Nokri Chahiye To Sarkari.
Wah PAKISTANI Wah.
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu school mn gadha le k aya
Miss:Ye gadha,Q laye ho?
Miss ap hi to Kehti hn K me ne bry bry gadho Ko insan bnaya hy
To me ne socha is ki b"life bn jae gi .?
by Pak101.com (few years ago!)
The best shair written on A rickshaw!
Ferrari ka Baap, Nissan ka Nana…
Yeh rickshaw chala raha hai pathan deewana
by Pak101.com (few years ago!)
Bandar ka bachcha apni ma se: main kitna badsurat hoon. Bandar ki ma: Bhagwaan ka shukar ada karo aur usko dekho jo SMS pad raha hai.....
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardaar jee bus mein jaa rahey hotey hain aur neechey waaley hissey mein bathai huey they.
Upar sey awaaz aai, "Shamshaad!" Sardar ney apna sar bahir nikaala to upar sey ek chamaat para.
Phir thori deir baad ek aur dafa kissi ney chil laya, "Shamshad!" Phir Sardar ney apna sar bahir nikala aur chamaata parra. Baraabar key aadmi ney poocha, kiya tumhaara naam Shamshad hai? Sardar boley, nahin mein ussey bewaqoof bana raha thaa.
by hearthackervsgirls (few years ago!)