Sharukh Khan aur Kajol bus
Sharukh Khan aur Kajol bus stop pe khade hain. Kajol
chali gayi, par Sharukh bus pe nahin chada – kyon??
Batao..batao …
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
think harder…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kyunki………
woh Kajol ko chhodne aaya tha
by Pak101.com (few years ago!) / 1054 views
Similar Jokes
Jagjit Singh: Ye daulat bhi lelo.. Ye Shaurat bhi
lelo. . . Ye daulat b lelo,ye shaurat b lelo... Santa:
Ye bechara bahut pareshan hai iski aurat bhi lelo..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar:Yar Mere Bal Boht Gir Rahe Hain
Frnd:Wo Kyun?
Sardar:Fikr Se?
Frnd:Konsi Fikr Hai Tume?
Sardar:Bal Girne Ki Fikr Se
by Pak101.com (few years ago!)
Duniya k 2 intehai mushkil kam.
1) Apna idea kisi aur k zehen me fit krna.
2) Kisi aur ka paisa apni jaib me muntkil krna.
Jo pehlay me kamyab hota hai, usay Teacher kehtay hen. Jo doosray mai kamyab hota hai, usay Buisness man kehtay hen. Aur jo dono me kamyab ho usay. BIWI kehtay hen...
by haleema sadia (few years ago!)
Cinema main khawaateen k huqooq per film chal rahi thi.
1khaatoon ne josh mein naara lagaya:
aaj ki aurat kiya nahi kar sakti?
Pathan bola road per peshaab
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
One Philosopher said: Every Wife is a 'Mistress' of
Her Husband...
'MISS' For One Year And 'STRESS' For Rest of the
Life. :
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Raat ko 1 admi ne Chaku dekha kar loot lia
.
Dost: Lekin tumhare pas tu hamaisha PISTOL hoti hai na
.
Pathan: Wo mai ne chupa di warna wo bhi le jata
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathan: Main Ek Baar Jungle Mein Susu Karne Gaya Toh Waha Per Sher Tha.
.
.
Sardar: Phir Kya Hua?
Pathan: Maine Sher Se Kaha, Pehle Tum Karlo, Mera Toh Ho Gaya Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan Ka Gadha Gum Ho Gaya,
Pathan Use Dhond'te Hue
Ek Park Pohncha!!
Wahan Ek Larka Apni Girlfriend
Ki Aankhon Me Dekhte Hue Keh
Raha Tha...
Mujhe Tumhari Aankhon Me
Sari Dunya Nazar Arahi Hai.
Pathan Chillaya Or Bola,
Bhai Dekhna Zara Mera Gadha
Nazar Arha Hai Kahin...
by Abdul Hannan (few years ago!)
EK KHAN AUR SARD EK DOSRA KA DOST THAY.
KHAN NA SARDA SA POCHA..
KHAN:- SARDAR JI AP JAHAZ MAIN SAFAR KIYUN NAHI KARTAY.
SARDAR:- MOJAY MARNA SA DAR LAGTA HY
KHAN:- MOUT KA TU EIK DIN MOQARAR HY PHIR DAR KASAY
SARDAR:- MAIN BI JANTA HON KA EIK DIN MOQARAR HY LIKAN FARAZ KAROO MAREE ABI ZINDGI HY LIKAN POILT KAY MARNAA KA TIME AA GIYA TU.....
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: ik wari me chota jia hunda C
Me Minar-e-Pakistan to gir gia c.
2nd sardar: Fir mar gia c k bach gia c?
Sardar: Menu ki pata me te chota jiahunda C
by hearthackervsgirls (few years ago!)