Santa ka ghoda kho gayaa tha
Santa Banta Funny Hindi Jokes
Santa ka ghoda kho gayaa tha aur waha bahut khush tha
Banta: arey, tumhaara ghoda kho gaya hai aur tum khush ho? jyu?
Santa: main is liye khush hoo ke jab vo kho gaya to main uske saath nahi tha. hota to main bhi kho jaata na!!
by Pak101.com (few years ago!) / 1470 views
Similar Jokes
Santa says: Koi acha sa kapda (cloth) dikhaiye.
Salesman: Plain main dikhaon?
Santa: Abey hawai jahaz main nahi dukan par hi dikha!
by Pak101.com (few years ago!)
Fakeer: 1 Rupia dede Baba
Aadmi:
Sharam Nai Ati itnay hattay kattay khubsurat nojawan ho k bheek mangtay ho
fakeer:Acha pher apni behan ka rishta day de.
by Pak101.com (few years ago!)
Chaandni raat ke romantic palo me premika ne kaha-
“Kaash! Agle janam me mai chaand banti!”
Premi- “Aur mai chandrama par utarne waala
pehla antriksh yaatri!”
by Pak101.com (few years ago!)
raat ke andhere main jab sab soo gye the,aik chor ghar main dakhil hoa,etafak se aik chote bache ki ankh khol gai. chor: “khabardar,agar chekhe to goli khani pare gi”. Bacha: “masomiat se jee main chocolate khata hun”.
by Abdul Basit (few years ago!)
Teacher:taalaq ki sab se bari waja kia hai'
stdudent:sir shadi
by Sabir shah (few years ago!)
Dil Cheer Ke Dikhaun, To Dard Dhondh Na Paaogay,
Dil Cheer Ke Dikhaun,
To Dard Dhoondh Na Paogay..
Kiyunke Dard To Mere Daant Me Hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Banta se bola “Bhai aaj to chay peene ka maza aa gaya.”
Banta : Santa Jee, agar billi ne dudh me muh na mara hota to aur bhi maza aata!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
wo kon si Aurat hai jisay her waqat pata hota hai k
mera shohar kahan hai?
.
.
.
Sardar:
Bewa Aurat,
by Pak101.com (few years ago!)
Muhbt Nakam ho Jaye Tab Bhi Anso Nikaltay Hyn.
Or Agr Muhbt Kamayab Ho Jaye Tab Bhi Anso Hi Nikaltay Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Paagal 1: main Taj Mahal ko kareedh loonga
Paagal 2: main use abhi bhech nahi rahaa hoo
by Tanveer Hussain (few years ago!)