Santa:- Abe Banta tu yaha baitha hai
Santa:- Abe Banta tu yaha baitha hai…
Tere dost ki death ho gai hai… Tu gaya Kyu Nahi????
Banta:- Uss saale ne mujhe bulaya hi nahi
by Pak101.com (few years ago!) / 1060 views
Similar Jokes
Maths Teacher Class Mein Padhate Hue Kahta Hai.
Teacher: “Jab Main Tumhare Jitna Tha, Mere Maths Mein 100 Marks Aate The”
Pappu Ne Ye Suna Aur Hanste Hue Teacher Ko Bola
Pappu: “Aate Honge Sir Ji, Aap Ko Koi Achha Teacher Padhata Hoga“
by Pak101.com (few years ago!)
Ustad: agar mei tumhare walida ko 5000 rupe du
Aur unhe sirf 2000 ke zrurat ho tu wo kitney wapas kren ge?
Sara: 1 b nhe
Ustaad: Tumhari ma hisab nhe janti?
Sara: Sir ap meri ma ko nhe jante
by Abdul Hannan (few years ago!)
Try dis
think a no. b/w 1-9
Now add 5 to it
Multiply by 2
Add 5
Sub 3
multiply by 5
add 8
Write the num on paper.
Ab uska jahaz bana ke hawa main urao;-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
what is ds difference between indian cricket team
and toilet ..
kuch b nahy waha b dhoni hay or yaha b dhoni hay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Road per Ghora(House) Chala Raha Tha
Signal Tora To Trafic Wale ne Citee Bajae
Pathan Ghora Bhagatay Hue Ghoray ke Dum Oper Kar K Bola
Le Kar Lay No Note…”:
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan raat ko Machardani laga kar
so raha tha:
Achanak ek Jugnoo aa nikla.
.
.
.
.
.
.
Pathan: Lo ye khocha machar humko
Torch le kar dondh raha hai.
by Abdul Basit (few years ago!)
Teacher:
Batao Daryaaft or Ejaad mein kya farq hy?
Sardar Student:
Mere baap ne meri maa ko Daryaft kya aur phr dono ne mil kr mujhy Ejad kya.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Admi:Santa aap ka aik dant blue Q hai?
Santa:Yaar main ne ink lagayi hoyi hai,
Admi:Hain! Wo Q ji
Santa: oye khoty "bluetooth" da zamana hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chintoo : Aaj maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka. Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by Pak101.com (few years ago!)
Confidence Or Over confidence mai kiya farq ha.
Aap Apni GirlFriend ko Kiss kr sakte hain
Thats Confidence
Sirf Or Sirf Ap he kr Sakte Hain
Thats over Confidence!
by Pak101.com (few years ago!)