Ek chote bacche ne
Ek chote bacche ne apani pregnant mummy se pucha : Isme kya hai?
Mummy : Issme pyara sa Baby hai.
Baccha : Itna pyara tha to khaya kyu ussko?
by Pak101.com (few years ago!) / 1121 views
Similar Jokes
Teacher:1876 k science dano ke bare me kia janty ho?
Student:sir sab k sab mar gae.
by Sabir shah (few years ago!)
Boy: I love you i can't live without u..
Mar jaunga,Mit jaunga,tere pyar me
fanah ho jaunga.. :( Girl : Hmm.. Dekh le jaise b tujhe thik
lage.
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
Tum usse debug karna. Wait main karoonga tumhaara intezaar karte karte, Main so gaya yeh dekho mera connection, time out ho gaya
by Abdul Sami (few years ago!)
SHERU ARPITA SE BOLA -
BHAI AAJ TO CHAY PINE KA MAJA AA GAYA.”
ARPITA NE KAHA- “UNCLE JI, AGAR BILLI NE DUDH ME MUH NA MARA HOTA TO AUR BHI MAJA AATA.”
by Pak101.com (few years ago!)
Khirki Khuli..Zulfein Urein..
Socha…
Husne Jamal Ka Didar Tha,
Par…Zulfein Hatein To Qismat Phooti.
Wo To Kangi Karta Hua Sardar Tha…
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR AAJ MAINE PAANI KO ULLU BANAYA
2ND SARDAR: wo kaise?
1ST SARDAR: aaj maine nahane k liye paani garm kiya aur thande se naha liya.
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu: Biology Ka Practical Karte Hue
Examiner ne 1 bird ki taang dikhai, or Pappu se us Bird ka naam pucha?
Pappu: I Don't Know
Examiner :you are Fail, tumhara naam kia hai??
.
.
.
.
Pappu : hamara taang dekho or hamara naam batao
Examiner : nahi pata
Pappu: jao tum bhi fail!
by Pak101.com (few years ago!)
Snta- Dr. mujhe aisa Lagta he ki mere kaan me koi gunguna raha he..
Dr- Tumhe aisa kab lagta he..?
Santa- Jab mai kaan me walkman sunta hu...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ne M.A mai 1st Position Li:
Teacher ne pocha: Ab Agay Kya Karne Ka Irada Hai?
Pathan:
.
.
.
.
Bachpan Se Shoq Tha
K
CHOWKIDARI Karon.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Wife shoping kr k wapis ayi to husbnd wife se saman laite hoye bola:
Zaror tum mere khane k lye kch lai hogi? Wife: Bilkul thik,
isme mere new sandal hai
by Pak101.com (few years ago!)