Shaadi se pehle shadi ke baad
Shaadi se pehle shadi ke baad
Shaadi ke pehle ladki: Darling tum nahi toh main nahi… Aur main nahi toh tum nahi!
Shaadi ke baad ladki: Aaj ya toh tu nahi ya main nahi!!
by Pak101.com (few years ago!) / 1476 views
Similar Jokes
Pathan ne apni bhabi qatal kr di
Police: Q ki?
Pathan: Mere dost k pas cal aai.Wo hans hans k bat kr rha tha
Main ne pucha kon hai?
To bola tumhri BHABI..
by itrat batool (few years ago!)
Jeet Chuke Hum Her Jung,,
Ab Yeh Baazi B Hamari Hai,,
Boht Zaleel Ho Chuke
Faraz
Sardar
Aur Aapa
Ab
VEENA Ki Baari Hai …..!!!
COMING SOON …!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Bhai Saheb 1 Kala
Bulb Dena!
Shopkeeper:Aap Kale Bulb Ka
Kia Karoge?
Sardar: Dopehr Mein Sone
K Liye Andhera Karna Hai
by Pak101.com (few years ago!)
“Kya tum kisi badi ladai ke baare me jaante ho?
Ramesh- “Ji haan, lekin baat yah hai ki mummy ne ghar ki baate baahar batane se mana kiya hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Ques: Agar dunia mai bejli nahi hoti tu TV kesay
daikhty?
.
Pathan: Mom-batti jala ke !
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek doctor (wakeel se): Aap ki zara si ghalti aadmi ko zameen sey 6 foot ooncha latka sakti hey
Wakeel: Or aap ki zara si ghalti aadmi ko zameen ke 6 foot neechey daba sakti hey
by Tanveer Hussain (few years ago!)
FaQeer:Ek rupay de do.
Lady: Sharam nhi aati itne smart handsome
nojawan ho k bheek mangte ho!
FaQer:Acha janab phir 1 pappi hi dy do.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar ko Gali mai 100 rupey ka note mela
Note ke oper lekha tha "EID MUBARAK"
.
Sardar ne idhar udhar dekha,
owr Note Jaib mai rakthy howe bola
"KHAIR MUBARAK"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Pathan Ko uska Susar Jootay Maar Raha Tha:
Aadmi: Q Maar Rahy Ho?
Susar: Iski Biwi ne Hospital Se Isay SMS Kya,
TUM BAAP BAN GAYE HO.
Isne Apne Saary Doston Ko Forward Kar diya
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sms karenge tumhe bhari bhari,
Ye rasam lagati hai hume badi pyaari,
Ye sms milte hi sms karo,
Kyonki hume pasand nahi sms ki udhari!!!!!!
by Abdul Hannan (few years ago!)