Kya tum kisi badi ladai
“Kya tum kisi badi ladai ke baare me jaante ho?
Ramesh- “Ji haan, lekin baat yah hai ki mummy ne ghar ki baate baahar batane se mana kiya hai”
by Pak101.com (few years ago!) / 995 views
Similar Jokes
Girl:aaj ghar me koi nai hai aa jao.
Larka:to mere ghar aa ja yahan sub log hain tera maan lage ga.
Moral:har larka kamina nai hota.
by Sabir shah (few years ago!)
Kya aapko marne ke baad bhi ladko/ladkiyon ko line maarni hai??……………
“DONATE YOUR EYES”
Ek aache message ko kaise-kaise batana pad raha hai..Kalyug hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baat hamesa yaad
rakhna..
2 cheeje kismat walo ko milti Hai..
.
1) Samose ke sath extra chatni...
Aur
2) without boyfriend wali acchi patni....!
by Pak101.com (few years ago!)
Sharabi ko Daru peta dekh American bola-Pani to mila lo
Sharabi-Hum Indian hai itna pani to daru ko dekh ke he muh me aa jata he
by Pak101.com (few years ago!)
AMERICAN : Ye building kitne din mai bani hai?
PATHAN : 1 maah main,
...
AMERICAN : Ye hmare mulk main to 2 weeks main
ban jati hai,
...
Thora agay jane k baad phir Poucha : Ye building
kitny din main bani hai?
PATHAN : Sirf 2 weeks main,
AMERICAN : Hmare mulk main to 3 days main ban
jati hai,
Habib bank plaza k pas sey guzrey to AMERICAN ne
poucha : Ye building kitney din main bani hai.?
PATHAN :
Pata nhi Subha to nhi thi :)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baap :tumhen school jana kaisa lagta hai?
Beta:jana bi theak aurana bi theak hai lakin beech wala time mujhe khas pasand nai.
by Sabir shah (few years ago!)
Boss: tumhe MS office pata hai?
Santa: agar address denge to main doond looonga
sir
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor Ne Pathan Ko Samjhaya K Agar Wo Roz 3 Km Chalay To 1 Saal Mein 50 Kg Wazan Kam Ho Jayega.
1 Saal Baad Pathan Ne Doctor Ko Call Ki: Wazan To Kam Ho Gayi Magar 1 Problm Ho Gayee.
Dr: Wat Problm.
Pathan: Khocha Ham Apna Ghar Se 1100km Door Pohanch Gya H
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek khan saab ko phansi ki saza hui
Judge ne poocha: koi aakhri khwahish??
Khan saab: hamara jagah tum latak jao...!!
by Pak101.com (few years ago!)
Q: Why are hurricanes normally named after women?
A: When they come, they are wild and wet. When they go, they take your house and car with them.
by Tanveer Hussain (few years ago!)