Punishment
Student: Sir, kiya aap mujhay aik aesay kaam kee saza daingay jo maen nay naheen kiya."
Teacher: Naheen, maen aesa kyoon karoonga bhala.
Student: Shukriya sir, baat ye hae kay aaj maen nay homework naheen kiya.
by Pak101.com (few years ago!) / 959 views
Similar Jokes
3 chezian hyn, jin ke wja se insan "JANAT" mey dakhil nai ho sakta. 1: "SHIRK" KRNy wala 2: "SALAM" mey pehal na KRNy wala 3: "CYCLE" pe mohr lagane wala
by Abdul Sami (few years ago!)
American boy: Dogs can find Bombs in my country,
America.
Japanese boy: Fish can play Ball in my country,
Japan.
Pakistani: That is not a big matter, Monkey can
read SMS in my country, Pakistan.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Man to pandit-phir se ladki hui hai naam bataiye
pandit-pehli ladki ka naam kya hai
man-neha
pandit-toh iska naam rakhdo "ek aur neha"
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Aur Zaheen Larki
1 Pathan Ne Shadi K Liye
1 Zaheen Larki Talash Ki…
Lekin Us Larki Ne Shadi Se Inkar Ker Diya…
.
.
Kyon…?
.
.
Kyon K Wo Waqai Zaheen Thi…
by Mohammad Ali (few years ago!)
Kid 2 Mom:” 10 Rs Dena, Bahar 1 Garib Ko
Dene Hen..
.
.
.
Mom:” Kaha Hai Garib.. ??
.
.
.
Kid:” Bechra Bahar Dhup Me Kulfiyan Bech
Raha Hai..:p:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife drinking WHISKEY,
asked “Tum kaun ho?”
.
.
.
Husband: Pagal ho gayi ho kya?
Apne husband ko bhool gayi?
.
.
.
.
Wife: Nasha har gum bhula deta hai…. “Bhaisaab”..!!:D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa was drawing money from ATM.
Banta, who was just behind him in
the line said: I’ve seen ur password. It’s ****.
Sant: U r wrong. It’s 1394.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
NURSE: Mubarak ho! Is waqat 2 baj rahy hen or Aap B 2 bacho k baap ban gaye ha.
Pathan: Shukar hai Hum 12 baje ni Aae.
ap pogo lagao
by Mazhar Khan (few years ago!)
Public to Santa: us rowdy ke vajah se hum pareshaan hai.
Use haamare area se bhagaane ka koi tareeka bataao?
Santa: aasaan hai, use election mein khadaa karke MLA banaa do.
Agle 5 saal tak woh tumhaare area ki taraf nahi aayega
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ek black aur ek white shocks pehenkar school aata hai.
Madam : Ghar jao aur moje
badalkar aao.
Santa : Koi fayda nahi, waha bhi ek black aur ek white moja hi rakha hai.
by Pak101.com (few years ago!)